surah luqmaan - 31 surah name - isi surah me aayah no 12 ... · pdf file*** now tafseer: para...

Download Surah Luqmaan - 31 surah Name - isi Surah me aayah no 12 ... · PDF file*** Now Tafseer: Para 21 Surah Al ... shkahs ka tazkiraah Quran me laakar unka dil jitna chaaha ... Mohsin ke

If you can't read please download the document

Upload: dodung

Post on 09-Mar-2018

411 views

Category:

Documents


98 download

TRANSCRIPT

  • NQSJ_01_HM: *** Now Tafseer: Para 21 Surah Al-Luqman Ayah 1-11 Insha Allah****

    Nazimah24_SP: Surah Luqmaan - 31 surah Nazimah24_SP: Name - isi Surah me aayah no 12

    Nazimah24_SP: next lesson me dekhege Luqmaan kon they Nazimah24_SP: Mizaaj of Surah..

    Nazimah24_SP: makki surah Nazimah24_SP: Darmiyaani daur ki surah Nazimah24_SP: Islaam ki daawat ko rokne ke liye koshish ki jaati

    Nazimah24_SP: shiddat utni nai thi jaise Ankaboot ke time pe thi Nazimah24_SP: Ankaboot se pehe surah Luqmaan naazil hui thi

    Nazimah24_SP: aisi shakhsiyat jo Luqmaan they, marood shakhsiyat they Nazimah24_SP: *Maaroof Nazimah24_SP: mecca waalo se ikhtilaaf ke bajaaye, unhi ke paandida

    shkahs ka tazkiraah Quran me laakar unka dil jitna chaaha Nazimah24_SP: but vo log fir bhi naa maane

    Nazimah24_SP: Apne asool ko badle beghair nabi ne sabr se kaam liya Nazimah24_SP: Is Surah ka tarteeb

    Nazimah24_SP: pehle Quran ki tareef Nazimah24_SP: Luqmaan ka apne bete ko naseehat, kaise aaj ki naslo ko joda jaaye

    Nazimah24_SP: Aayah 1 Nazimah24_SP: huruf e muqattiat

    Nazimah24_SP: Aaya 2 Nazimah24_SP: Aayah 2,3,4,5

    Nazimah24_SP: Surah baqraah & Luqmaan ka aghaaz milta he Nazimah24_SP: dono Alif Laam meem se shuru Nazimah24_SP: waha zaalikal kitaab

    Nazimah24_SP: yaha tilka aayatul kitaab Nazimah24_SP: Bunyaadi farak - Bqraah me 6 kaamo ka zikr

    Nazimah24_SP: yaha 3 Nazimah24_SP: Namaaz, zakaat, aakhirat pe yaqeen

    Nazimah24_SP: Quran ko yaha kitaab e haqeem - Quraan ki sifat Nazimah24_SP: Hakeem - Quran Ilaaj karta he Nazimah24_SP: Shifa he dilo ke liye

    Nazimah24_SP: Yunus 57 Nazimah24_SP: jis ka dil bimaar usko kitaab se rujoo karna padega

    Nazimah24_SP: jis ke dimaagh, akhlaaq, kirdaar, soch me bhatke, jawaani ka asar dikhne lage, unko Quraan se jod do Nazimah24_SP: Hakeem - Hikmat waala

    Nazimah24_SP: Quran hikmat waala bhi he Nazimah24_SP: kya tareeka logo ke dil dukhaaye baghair logo ki islaah kar

    sake... Nazimah24_SP: ye kitaab hikmat sikhaati

  • Nazimah24_SP: Jis ko tableegh karni, logo ko is kitaab ke mutaabik life guzar karne ki daawat vo khud ye kitaab pehle padhe..

    Nazimah24_SP: Faisla kun kitaab Nazimah24_SP: Nabi ne farmaaya : Ye Quran ya to tumhaare haqq ya khilaaf

    hijjat banega Nazimah24_SP: haadi bahut zyaada rahnumaai karti he, goya ke hidaayt he..

    Nazimah24_SP: ye kitaab saraapaye hidaayat he Nazimah24_SP: Raahmat - ye kitaab hidaayt ke saath rahmat bhi he Nazimah24_SP: Allah ne yahi keh diya, shariyat e islaam me jitni nahi ki

    baate, chaahe badan, huqooq, ibaadat, ki baate ho, vo sab laazim he... Nazimah24_SP: Rahem ka sab se badaa izhaar - Quraan he

    Nazimah24_SP: bimaari bhi rehmat lagti he Nazimah24_SP: Quran new horizon dikhaata he Nazimah24_SP: har cheez rehmat lagti he iske judne ke baad

    Nazimah24_SP: kuch logo ke liye Quran phaas ban jaati he Nazimah24_SP: magar mohsin ke liye khush khabri ban jaati he

    Nazimah24_SP: har Quran padhne waala Mohsin nahi banta Nazimah24_SP: ho hi nai sakta ke 20 paare ke baad life me prob rahe, ander

    kami he Nazimah24_SP: Mohsin - jo apni zimmedaari, ibaadat, mamle ko achi tarah se kare

    Nazimah24_SP: ibaadat - Allah ko har waqt dekh rahe Nazimah24_SP: Namaaz padh rahe to saamne Allah ko feel kare & sharam

    kare, ke kaisi namaaz padhi Nazimah24_SP: Astagfaar karna mohsin ka takaazah he

    Nazimah24_SP: har kaam saleeke se but namaaz jaldi jaldi Nazimah24_SP: Bando me Mohsin - parents ke saath acha sulook Nazimah24_SP: kher khwaah

    Nazimah24_SP: zaahir bhi khoob surat ho jaata he Nazimah24_SP: gheebat, taane aisa kuch nai karte

    Nazimah24_SP: Mohsina bante jab Quran ke judne ke baad to ghar waale door nai karte Quran se

    Nazimah24_SP: Mohsin ki 3 sifaat Nazimah24_SP: (i) Namaaz ki paabandi Nazimah24_SP: (ii) Zakaat dete

    Nazimah24_SP: (iii) Aakhirat pe yaqeen Nazimah24_SP: baaz log fori nateeeja naa mile to kaam chod dete, mohsin

    aakhri din tak wait karte Nazimah24_SP: last day unki maut ka day hota he Nazimah24_SP: Mohsin ko yaqeen, ke duniya me achaai ka sila naa mile to

    koi baat nahi, wha milega Nazimah24_SP: koi zaat he jo jaanta he, me kyaa karta hu

  • Nazimah24_SP: ye aaya vo haalat me naazil hui jab keffar e meeca ailaaniya kehte ke Nabi ki daawat ko kubool karne waale bewakoof he..

    Astaghfirullah Nazimah24_SP: Allah ne unki baat ko shiddat se roka, kaha ye he vo log jo

    "Yahi kaamiyaab He." Nazimah24_SP: ye he asal kaamiyaab...

    Nazimah24_SP: duiya me mohsineen ko saare fal milte hue nai dikhte mohsin ko, Allah kehte he yahi kaamiyaab he.. Nazimah24_SP: Falaah ke darje pe laata he, aakhirat ka nukta

    Nazimah24_SP: Faide - har kism ki comments se beniyaaz ho jaate he Nazimah24_SP: aisa banda logo ki raai ka mohtaaj nai hota

    Nazimah24_SP: Allah ne nabiyo ko bhi yahi baat ki thi Nazimah24_SP: Al muflihoon, is duniya me nahi jeete Nazimah24_SP: ye wahaa kaam karte jaha logo ki himmat toot chuki hote

    he.. Nazimah24_SP: yaha 3 kaam he, agar 3 kaam me asaani to baaki bhi asaan

    ho jaate he Nazimah24_SP: namaaz se Allah ki muhabbat dil me jamti he

    Nazimah24_SP: Zakaat se social network & huqooq ul ibaad or bhi mazboot ho jaate he Nazimah24_SP: Aakhirat pe yaqeen se jab duniya me dil lage to shaur aa

    jaata he.. Nazimah24_SP: Muasaddiqqeen - kharch karne waale jazbaati nahi hote

    Nazimah24_SP: asal kaam vo jo zaat ka hissa ban jaaye Nazimah24_SP: by chance nekiya karne waale mohsin nahi hote

    Nazimah24_SP: unka dil neki ki taraf le ke aata he Nazimah24_SP: vo neki ke mauke dhoondhte he Nazimah24_SP: jaha koi kaam nai karta ham kar le, koi khaana nai dete ham

    de dege,.. ye he mohsin Nazimah24_SP: ham aaj apne family me hi dekh le kitne mauke milte he

    nikiya karne ke Nazimah24_SP: Jab tak mohsin nai tab tak ham neki nai kar sakte

    NQSJ_CourseIncharge: aameen Nazimah24_SP: Allahummaj'alna minhum.. Aameen Nazimah24_SP: Next few aayah's -> beqaar insaan

    Nazimah24_SP: Baa maksad log mohsin ke darje pahuchte Nazimah24_SP: Aaya 6

    Nazimah24_SP: 2 tarah ke log Nazimah24_SP: (i) jo kaam ki rasam daalte Nazimah24_SP: (ii) jo andhe behre ho ke follow karte

    Nazimah24_SP: Aayah 7 Nazimah24_SP: koi naseehat kare to, nasal pe raham, kaum pe rahem,

    daulat me andhe choor naa ho to koi asar nai,ulta akadta he Nazimah24_SP: yu behave karta ke suna hi nahi he

  • Nazimah24_SP: Waqar - kaano ki garaani - jaise sunaai hi nai deta Nazimah24_SP: dusri baate sunne ka itna shaukh lag jaata, ke Allah ki baat

    sunna bhaari lagta he Nazimah24_SP: 8

    Nazimah24_SP: Aayah 8 Nazimah24_SP: Mohsineen ka haal

    Nazimah24_SP: Nekiya karte hi rahe.. Nazimah24_SP: inke liye naimato waale baagh Nazimah24_SP: inke liye naimat bhari jannat

    Nazimah24_SP: inki khudki apni naimat hogi Nazimah24_SP: ye own karte he naimat ko

    Nazimah24_SP: Allah hu Akbar Nazimah24_SP: Aayah 9 Nazimah24_SP: Hamesha rahege

    Nazimah24_SP: Allah ki sifat - ghaalib & hakeem he Nazimah24_SP: vo log jo ghalat ke bajaaye ache kaam karte rahe, Allah

    unko apni jannat me pahucha dega Nazimah24_SP: jo Allah ki naimat ko miss use nai acha use kiya he...

    Nazimah24_SP: Aayah 6 to 9 -> Detail explanation Nazimah24_SP: Yashtari - ishtaraa se Nazimah24_SP: Surah baqraah me padha

    Nazimah24_SP: lughvi maani - kharidna Nazimah24_SP: baaz dafa ek ke bajaaye dusre kaam ko use karna

    Nazimah24_SP: Tarjeeh ke maani me bhi - priority dena Nazimah24_SP: jo logo & inko bhi ghaafil karde, jwaani, paise, skills de ke

    kharidte he, inki life ka maksad ke aisi cheeze kharidna & bechna jo lahv he Nazimah24_SP: Lahv - Maqsad e Hayaat se ghaafil kar de

    Nazimah24_SP: behuda, gap shap, kisse, gaana, novels, movies - ye sab pe aata he - Lahv al Hadees

    Nazimah24_SP: Quraan ke badle aisi cheeze laa lete he jo Lahv al Hadees he Nazimah24_SP: Mohsin ke bil muqaabil vo log jo lofe ko kimti nai samajhte

    Nazimah24_SP: *life Nazimah24_SP: jo life ko khula samjhega vo life ko bekaar kharch karega Nazimah24_SP: Islaam ne life ke rules bataaye ;

    Nazimah24_SP: (i) Life kimti he - har lamha itna kimti ke millions de ke bhi nai rok sakte

    Nazimah24_SP: (ii) aisi mohlat jo sirf ek baar milegi Nazimah24_SP: (iii) life ke din muqarrar he, Nazimah24_SP: (iv) acha ya bura amal insaan karta he, uska nataaij zindagi

    par zaroor mutaiib ho te he dono jahaan me. Nazimah24_SP: (v) har amal & fail ke badle khaaliq & maalik ke saamne

    jawaab dehi he.

  • Nazimah24_SP: (vi) Is zindagi ko jo Allah ne diya he vo aakhirat ko sawaar ne ke liye di he. Naa masti, aish, taaish ke liye di he, maksad ke liye di

    he. Nazimah24_SP: (vii) saare asbaab diye ke jis ko use kar ke ham apni life ko

    acha use kare & kal Allah ke fun plex me chale jaaye. Nazimah24_SP: (viii) ye zindagi mushakkat ke liye mili. Surah Inshiqaaq

    Nazimah24_SP: jab itne ristrictions ke saath mile, ab koi saare makaasid e hayaa chod ke laghv & lahv me lagaaye, to kya usne maqsad ko samjha??

    Nazimah24_SP: Isiliye Quran & hadees me mana kar diya jo bande ko main maksad se door kar de.

    Nazimah24_SP: Allah ne hame bhi yahi diya.. Nazimah24_SP: 5 intervals as namaaz di. Nazimah24_SP: 30 days roze diye

    Nazimah24_SP: fitri intervals diye Nazimah24_SP: fir need ka break diya

    Nazimah24_SP: Allah aisa bhi kar sakte ke 24 hrs ke kaam dete... Nazimah24_SP: isha & Fajar ke darmiyaan itna time ke araam kare

    Nazimah24_SP: Fajr se Zohar ke kaam karo, kamaa lo... Nazimah24_SP: fir jo log isha ke baad jaagte lahval hadees ke liye kya vo Allah ke plan me intereptuion nai daalte???

    Nazimah24_SP: Insaan ka haal - set nai kar paate apni life, kyu class ke baa