zainab(s.a.) tereay hussain(a.s.) ka gham page …zainab tere hussain ka gham karte rahenge) x2 jo...

2
ZAINAB(s.a.) TEREAY HUSSAIN(a.s.) KA GHAM Page 1 of 2 Efforts: Nishat Naqvi http://www.ziaraat.com (Matam hai ye meri baqa, karte rahenge ham sada) x2 (Zainab tere Hussain ka gham karte rahenge) x3 (Ham sina zani sham-o-sahar) x2 Karte rahenge (Zainab tere Hussain ka gham karte rahenge) x2 Ay sani-e-zehra teri, sunnat hai ye matam Apne jo aqeede mei ibadat hai ye matam (Har haal mei ye farz ada) x2 Karte rahenge (Zainab tere Hussain ka gham karte rahenge) x2 Jisne teri chadar pe fida, kardiye bazu Kehti hai jisse bibi, alamdar-e-wafa tu (Har ghar tere ghazi ke alam) x2 Sajte rahenge (Zainab tere Hussain ka gham karte rahenge) x2 Dohraayenge pyaase tere, Asghar ke kahani Ta hashr jisse rowenga, daryao(n) ka paani (Har ghunt pe ham yaad usse) x2 Karte rahenge (Zainab tere Hussain ka gham karte rahenge) x2 Jo aag liye khana-e-zehra pe the aaye Khayaam jinho ne tere, karbal mei jalaaye (Wo naar-e-jahannam mei sada) x2 jalte rahenge (Zainab tere Hussain ka gham karte rahenge) x2 Bibi tere beto(n) ke, biradar ke lahu se Roshan jo huwe aal-e-payambar ke lahu se (Wo deep haawaao(n) mei sada) x2 Jalte rahenge

Upload: vanthu

Post on 25-Mar-2018

222 views

Category:

Documents


1 download

TRANSCRIPT

Page 1: ZAINAB(s.a.) TEREAY HUSSAIN(a.s.) KA GHAM Page …Zainab tere Hussain ka gham karte rahenge) x2 Jo aag liye khana-e-zehra pe the aaye Khayaam jinho ne tere, karbal mei jalaaye (Wo

ZAINAB(s.a.) TEREAY HUSSAIN(a.s.) KA GHAM Page 1 of 2

Efforts: Nishat Naqvi http://www.ziaraat.com

(Matam hai ye meri baqa, karte rahenge ham sada) x2 (Zainab tere Hussain ka gham karte rahenge) x3 (Ham sina zani sham-o-sahar) x2 Karte rahenge (Zainab tere Hussain ka gham karte rahenge) x2 Ay sani-e-zehra teri, sunnat hai ye matam Apne jo aqeede mei ibadat hai ye matam (Har haal mei ye farz ada) x2 Karte rahenge (Zainab tere Hussain ka gham karte rahenge) x2 Jisne teri chadar pe fida, kardiye bazu Kehti hai jisse bibi, alamdar-e-wafa tu (Har ghar tere ghazi ke alam) x2 Sajte rahenge (Zainab tere Hussain ka gham karte rahenge) x2 Dohraayenge pyaase tere, Asghar ke kahani Ta hashr jisse rowenga, daryao(n) ka paani (Har ghunt pe ham yaad usse) x2 Karte rahenge (Zainab tere Hussain ka gham karte rahenge) x2 Jo aag liye khana-e-zehra pe the aaye Khayaam jinho ne tere, karbal mei jalaaye (Wo naar-e-jahannam mei sada) x2 jalte rahenge (Zainab tere Hussain ka gham karte rahenge) x2 Bibi tere beto(n) ke, biradar ke lahu se Roshan jo huwe aal-e-payambar ke lahu se (Wo deep haawaao(n) mei sada) x2 Jalte rahenge

Page 2: ZAINAB(s.a.) TEREAY HUSSAIN(a.s.) KA GHAM Page …Zainab tere Hussain ka gham karte rahenge) x2 Jo aag liye khana-e-zehra pe the aaye Khayaam jinho ne tere, karbal mei jalaaye (Wo

ZAINAB(s.a.) TEREAY HUSSAIN(a.s.) KA GHAM Page 2 of 2

Efforts: Nishat Naqvi http://www.ziaraat.com

(Zainab tere Hussain ka gham karte rahenge) x2 Bhulengi na dunya ye teri, dard kahani "Jawwad" ke labse kabhi "Sadiq" ki zubaani (Pursa tere pyaaro(n) ka tujhe) x2 dete rahenge (Zainab tere Hussain ka gham karte rahenge) x2