tafseer ~ juzz 26 ~ surah al ahqaaf ~ aayah 1 onwards al · pdf filebilaakhir taaif gaye...

14
Nazimah24_SP: ~*~* Tafseer ~ Juzz 26 ~ Surah Al Ahqaaf ~ Aayah 1 Onwards ~*~* Nazimah24_SP: 46 no surah Nazimah24_SP: Al Ahqaaf - Ahqaaf : Huquf ki jama ayah 21- teele Nazimah24_SP: Hawameem sisile ki aakhri surat..total 7 suratein hain Nazimah24_SP: Diwaajal Qur’an ye suratein – kasrat se jannat jahannum ka tazkera Nazimah24_SP: Allahswt ki sifaat se aaghaaz Nazimah24_SP: Al Hakeem –Allahswt ne jo bhi diya hikmat se diya Nazimah24_SP: Mecci daur ke aakhir mein naazil hui ..hjrt se kuch arsa pehle Nazimah24_SP: Kuffaar e mecca ke zulm ziyadati mein shiddat aachuki thi Nazimah24_SP: Islam ki badhti hui taaqat dekhkar ghazabnaak horahe the Nazimah24_SP: Saare rishton ko rond chuke the Nazimah24_SP: Mecca ke tamaam qabaail ne social boycott shuru kia..tehreer/mua’ehada kia ke musalmanon se na koi shaadi karega, na tijaarat …. Nazimah24_SP: Jab koi tijaarati khafila aata AbuLahab shor lagaata ke inko kuch na dena, aisi bhaari qeemat lagaana ke musalman le na sake aur baahar se baahar sab kuch qareed liya jaata ... Nazimah24_SP: Present Society : Dunyawi fawaaid pe zabdt padhti hai to kehte hai kaunsa deen seekh kar aarahe ho? Nazimah24_SP: Nabisaws apne jaan nisaar saathiyon ke saath Shaabe Abi Talib mein 3 saal tak Nazimah24_SP: *** Deebajul Qur’an ye suratein – kasrat se jannat jahannum ka tazkera *** Nazimah24_SP: Shaab = ghaati . Abi Taalib = Abi Taalib ka ghar Nazimah24_SP: Abu Taalib sardar..inke naam se ghaati mashoor ho chuki thi Nazimah24_SP: Think: Nabisaws ki zindagi se humaein match karti hui apni koi cheez dikhti hai ?..patte khayein, Hz. Khadija ra, bhudaapa tha aur bhook ki wajhe se sahet bigad gayi Nazimah24_SP: Jab Muhasera toota..mua’eheda ko deemak ne khaliya..Allahswt jab kaam karaana chahata hai to choontiyon se bhi karaleta hai Nazimah24_SP: Muhasera tootne ke kuch arse baad Abu Talib ka inteqaal hogaya….Hz Khatija ra jo nabi saws keliye sahara the inteqaal hogaya ..ye saal..Aamaul Huzan..10 nabwi ka saal Nazimah24_SP: Kuffaar ke hausle buland hogaye…Nabisaws ka ghar se nikalna mushkil kardiya Nazimah24_SP: Yahi daur mein Bazaar ke ghunde/budmaasgh qisam ke ladko ne Nabi saws ke sir mein mitti phenkein Nazimah24_SP: Jaan ki dushmani thi..intehaai takleef haalaat Nazimah24_SP: bilaakhir Taaif gaye ..bani Saqeet qabeela tha…influential the Nazimah24_SP: sawaari nahi- paidal safar kiya tanha..baaz riwaayat mein aata hai ke Zaib bin Haaris the

Upload: donhi

Post on 07-Mar-2018

252 views

Category:

Documents


7 download

TRANSCRIPT

Page 1: Tafseer ~ Juzz 26 ~ Surah Al Ahqaaf ~ Aayah 1 Onwards Al · PDF filebilaakhir Taaif gaye ..bani Saqeet qabeela thainfluential the Nazimah24_SP: sawaari nahi- paidal safar kiya tanha

Nazimah24_SP: ~*~* 🌴 Tafseer ~ Juzz 26 ~ Surah Al Ahqaaf ~ Aayah 1 Onwards

~*~* Nazimah24_SP: 46 no surah

Nazimah24_SP: Al Ahqaaf - Ahqaaf : Huquf ki jama ayah 21- teele Nazimah24_SP: Hawameem sisile ki aakhri surat..total 7 suratein hain Nazimah24_SP: Diwaajal Qur’an ye suratein – kasrat se jannat jahannum ka

tazkera Nazimah24_SP: Allahswt ki sifaat se aaghaaz

Nazimah24_SP: Al Hakeem –Allahswt ne jo bhi diya hikmat se diya Nazimah24_SP: Mecci daur ke aakhir mein naazil hui ..hjrt se kuch arsa pehle

Nazimah24_SP: Kuffaar e mecca ke zulm ziyadati mein shiddat aachuki thi Nazimah24_SP: Islam ki badhti hui taaqat dekhkar ghazabnaak horahe the Nazimah24_SP: Saare rishton ko rond chuke the

Nazimah24_SP: Mecca ke tamaam qabaail ne social boycott shuru kia..tehreer/mua’ehada kia ke musalmanon se na koi shaadi karega, na

tijaarat …. Nazimah24_SP: Jab koi tijaarati khafila aata AbuLahab shor lagaata ke inko kuch

na dena, aisi bhaari qeemat lagaana ke musalman le na sake aur baahar se baahar sab kuch qareed liya jaata ... Nazimah24_SP: Present Society : Dunyawi fawaaid pe zabdt padhti hai to kehte

hai kaunsa deen seekh kar aarahe ho? Nazimah24_SP: Nabisaws apne jaan nisaar saathiyon ke saath Shaabe Abi Talib

mein 3 saal tak Nazimah24_SP: *** Deebajul Qur’an ye suratein – kasrat se jannat jahannum ka

tazkera *** Nazimah24_SP: Shaab = ghaati . Abi Taalib = Abi Taalib ka ghar Nazimah24_SP: Abu Taalib sardar..inke naam se ghaati mashoor ho chuki thi

Nazimah24_SP: Think: Nabisaws ki zindagi se humaein match karti hui apni koi cheez dikhti hai ?..patte khayein, Hz. Khadija ra, bhudaapa tha aur bhook ki

wajhe se sahet bigad gayi Nazimah24_SP: Jab Muhasera toota..mua’eheda ko deemak ne khaliya..Allahswt jab kaam karaana chahata hai to choontiyon se bhi karaleta hai

Nazimah24_SP: Muhasera tootne ke kuch arse baad Abu Talib ka inteqaal hogaya….Hz Khatija ra jo nabi saws keliye sahara the inteqaal hogaya ..ye

saal..Aamaul Huzan..10 nabwi ka saal Nazimah24_SP: Kuffaar ke hausle buland hogaye…Nabisaws ka ghar se nikalna

mushkil kardiya Nazimah24_SP: Yahi daur mein Bazaar ke ghunde/budmaasgh qisam ke ladko ne Nabi saws ke sir mein mitti phenkein

Nazimah24_SP: Jaan ki dushmani thi..intehaai takleef haalaat Nazimah24_SP: bilaakhir Taaif gaye ..bani Saqeet qabeela tha…influential the

Nazimah24_SP: sawaari nahi- paidal safar kiya tanha..baaz riwaayat mein aata hai ke Zaib bin Haaris the

Page 2: Tafseer ~ Juzz 26 ~ Surah Al Ahqaaf ~ Aayah 1 Onwards Al · PDF filebilaakhir Taaif gaye ..bani Saqeet qabeela thainfluential the Nazimah24_SP: sawaari nahi- paidal safar kiya tanha

Nazimah24_SP: chand roz qiyaam kiya- eke k sardaron ko daawat di..kisi ne nahi maana..notice nahi liya aur nikal jaane keliye kaha

Nazimah24_SP: unho ne dekha ke Nabisaws ki taaleem unke naujawaanon ko mutaasir kar rahi hai aur wo bigad rahe hain

Nazimah24_SP: Nabisaws nikle..patthar phenke gaye..khoon ki wajha se jootiyaan chipak gayi ..gaaliyaan khayein..zakhmon se choor choor

Nazimah24_SP: Diwaar se tek lagaakar Dua e Taaif maangein Nazimah24_SP: Dua e Taif : http://www.islamicity.com/mosque/isra/Dua_Taif.htm

Nazimah24_SP: Sirf tarjuma padhlein to khud par humko ghussa aaye... Allah hu Akbar

Nazimah24_SP: Jinanat ka kafila jaaraha tha .. wo imaan laya Nabi saws par .. Rivaayat me aata he ke vo inko apne saath le gaye & waha ek bahutt bada giroh Nabi saw pe imaan laaya...

Nazimah24_SP: Deen bohot qurbani se aaya ,,Jaan ki qurbaani – aakhri qurbaani -ghar ki ronaqon se nikalna padhta hai... Agar chand log bhi ye qurbani na de

to Allahswt us qaum se rehmat hata leta hai.. Nazimah24_SP: JIbraael As aaye aur nabi saws se pooch kya dono pahado ko

masal de aur ye qaum soorma bun jaaye ..mikaaeel farishtey aaye... Nazimah24_SP: Nabisaws ne kaha agar inko halaaq karne ka Allah ka hukam nahi to chhod dene keliye kaha..mujhe umeed hai Allah inki naslon mein ek aisi

qaum paida karega jo sirf Allah ki bandage karegi..Sahih Bukhari ka qulaasa..

Nazimah24_SP: Al Ahqaaf – Nabi saws ke dil par marhum…Aaj hamare liye bhi marhum hai..

Nazimah24_SP: Insaaniat ko takleef dukhon beemariyon se ye Quran bachayega..shart ..ta’sub, hut dharmi chhod dein kyunke isse kuch nahi milta..

Nazimah24_SP: Quran baaz keliye bahaar..baaz keliye kuch nahi NQSJ_CourseIncharge: aameeen

Nazimah24_SP: Ae Allah hamra dil saaf karaale..Aameen NQSJ_CourseIncharge: aameen

Nazimah24_SP: Allah sensitive logon se apne deen ka kaam nahi karaata.. Nazimah24_SP: Allahswt ko patthar wale dil chahiye ..dil toote to bhi Allah swt ke raaste mein..

Nazimah24_SP: ~*~* Kuch Mazameen ke jawaab is suraah me *~*~ Nazimah24_SP: (i) Qiyamat ke subhaat ka jawaab..shirk ki bebasi

Nazimah24_SP: (ii) Deen ke raaste main jamne ke fazaail Nazimah24_SP: (iii) Kaunse log deen ka kaam kar sakte hain ..is ka jawaab Nazimah24_SP: (iv) Allahswt kisi ka mohtaaj nahi..

Nazimah24_SP: (v) Qaum e Aad ke kuch qisse..Ahqaaf unhi ki nasty ki taraf ishaara, Mecca waale inko bohot jaante the

Nazimah24_SP: Aayah 1

Page 3: Tafseer ~ Juzz 26 ~ Surah Al Ahqaaf ~ Aayah 1 Onwards Al · PDF filebilaakhir Taaif gaye ..bani Saqeet qabeela thainfluential the Nazimah24_SP: sawaari nahi- paidal safar kiya tanha

Nazimah24_SP: Huroof eMuqateaata - Fawaatih us suwar = surataon ko shuru karne wale alfaz

Nazimah24_SP: Aayah 2 Nazimah24_SP: Kuffar ki muqaalifat josh par ..Surah jaasiyah aur yahan Allahswt

farmarahe hai ke tum kisi majboor hasti ke bheje hue ki muqalifat nahi kar rahe balke ghaalib aur Hakeem Rabb ke bheje hue Rasul ki muqalifat kar

rahe ho.. Nazimah24_SP: Tanzeel masdar hai Nazimah24_SP: Iska source authentic hai

Nazimah24_SP: Aayah 3 Nazimah24_SP: Maqsad = Is dunya me jo karoge yahan sab nahi bharoge..wahan

jaakar loge Nazimah24_SP: Ek shaqs ne 100 bacchon ko qatal kiya ..jawab mein ek dafa isko qatl kia ..poora badla to nahi hua ..wahan jaakar poocha jaega..

Nazimah24_SP: Ye zindagi khel tamaasha nahii hikmatein chupi hain Nazimah24_SP: Jo cheez jahan honi chahiye usko wahi lagadiya

Nazimah24_SP: Aise husn koi bana hi nahi sakta Nazimah24_SP: Ye kaayenat to hai hi khubsurat..Iske banane wala aur khubsurat

Nazimah24_SP: In pahadon, samandar mein kho nahi jaana ..ye sab qaadim hai... Nazimah24_SP: ~~~ Isi roz o shab mein khoke na rehja Tere zamaan o makaan aur bhi hai ~~~

Nazimah24_SP: Hum Quran se kate to faarigh to nahi rahenge..kai doosre cheezein jaga le lengi..

Nazimah24_SP: Har ek cheez ka waqt muqarrar hai. Hamesha koi cheez nahi rehne wali..

Nazimah24_SP: Hamari ye routine ek nemat hai.. Nazimah24_SP: Kayenaat branded hai .. ye bhi fanaa hojayegi Nazimah24_SP: Lambi umar ke bawajood bhi jaana to he, fir Allah swt puchege

life kaise guzaari.. Nazimah24_SP: Kaffir ko kayenat ka maqsad yaad nahi ..unhe sirf wo qud nazar

aate.. Nazimah24_SP: Al e Imran – Inaa fee khalqis samaa waati …ulil albaab ... Ulil

Albaab - Lub/sonchne wali aqal Allah kio paati hai Nazimah24_SP: Al Baqarah, Aala , Kahaf , Mulk..Hum maqsad se paida kiye gaye ... Nazimah24_SP: Self Check: Hamare kaam maqsad hai ya bemaqsad ??

Nazimah24_SP: Allahswt ne bina koi maqsad ke ye dunya nahi banaai... Nazimah24_SP: Haq ko pehchano, lekin aakhon mein parde pade wale inko nahi

dekh sakte.. Nazimah24_SP: Sab se badi Insan ki ghalti: Allahswt ke bare mein sahi estimation nahi kar saka ..Allah kaun hai, uski qudrat kya hai , iqtiyaar kya hai ..iske

bare mein faisla nahi kar sakta... Nazimah24_SP: Wrong estimate se hum value nahi pehchaante aur hamara

behavior billkul badal jaata hai...

Page 4: Tafseer ~ Juzz 26 ~ Surah Al Ahqaaf ~ Aayah 1 Onwards Al · PDF filebilaakhir Taaif gaye ..bani Saqeet qabeela thainfluential the Nazimah24_SP: sawaari nahi- paidal safar kiya tanha

Nazimah24_SP: Shirk ki sab se badi wajeh - Allah ke bare mein aqeeda durst nahi ..

Nazimah24_SP: La ubaali pan se jiya aur margaya Nazimah24_SP: Next few aaya's me question ..

Nazimah24_SP: Aayah 4 Nazimah24_SP: Ara’aitum - “Tum” – Kufaar e mecca

Nazimah24_SP: Koi daleel batado..shuaraka ke koi shares asmaan ya zameen main? Nazimah24_SP: jisko mabood banayaa Allah ke siva kya uski koi daleel he ??? fir

socho tum kya kar rahe ho... Nazimah24_SP: Ma tad’oon hai ..meaning mein “ma taa’budoon” = kisi ghair ko

pukaarna bhi ibadat hai ..dua bhi ibadat hai.. Nazimah24_SP: Present Society : Aaj khabr walon ko pukaarna bhi ta’buddon mein ayega

Nazimah24_SP: Koi Quran se pehle ki koi kitaab le aao jis mein likha ho ke laat, manaat, uzza etc ko pooj lo..

Nazimah24_SP: I'atuni - kuch to le aao Nazimah24_SP: Koi daleel to lao

Nazimah24_SP: Asar = koi puraani cheez; khudai mein nikla tukda..kuch to lao Nazimah24_SP: agar ye nahi kar sakte to maanlo ke tum sacche nahi ho Nazimah24_SP: Log muqtalif qism ke shirk karte hain..

Nazimah24_SP: Science ne taraqqi ki to log science ke hogaye Nazimah24_SP: Eddison: Mia aisa insaan bhi nahi bana sakta jiske paas aqal na ho

, to mai aqal wala insan kaise bana sakta hun? Nazimah24_SP: Allah ne resources, taufeeq di to usmein mera koi kamal nahi

Nazimah24_SP: Asaaratin =asar se; nishaani ; aqli ya naqli daleel lao shirk keliye... Nazimah24_SP: Ilmi baat , riwayat ya tehreer jiska kuch asr baaqi raha ho Nazimah24_SP: Ilm – 2 tarha ke (i) Naqli & (ii) Aqli

Nazimah24_SP: Naqli (revealed) – nasl dar nasal naqal hua ho…Qur’an, hadees etc Nazimah24_SP: Aqli (Established) – taraqqi, wisdom, xperience ki bunyaad par –

physics, chemistry... Nazimah24_SP: Shirk krliya na aqli na naqli daleel

Nazimah24_SP: SUrah luqman/Saba mein bhi yahi andaaz Nazimah24_SP: Aayah 5 Nazimah24_SP: Qiyamat tak khade raho..koi jawaab nahi ayega..

Nazimah24_SP: Tumhare zan o gumaan hai.. Nazimah24_SP: Khabar se kabhi bhi literal awaaz nahi aayi...

Nazimah24_SP: chaahe vo qayaamat tak khada rahe - koi awaaz nahi aayegi.. Nazimah24_SP: Qabr walon ku pukaarne –aisa he jaise bina dial kiye fone par baat karna

Nazimah24_SP: Allah ke maasibaa ko pukaarna aisa he jaise ghalat darwaaze e knock karna.. kaise aise log inko pukaarege...

Nazimah24_SP: Dua maangna bhi ibaadat he.. Nazimah24_SP: Aayah 6

Page 5: Tafseer ~ Juzz 26 ~ Surah Al Ahqaaf ~ Aayah 1 Onwards Al · PDF filebilaakhir Taaif gaye ..bani Saqeet qabeela thainfluential the Nazimah24_SP: sawaari nahi- paidal safar kiya tanha

Nazimah24_SP: Buzurg jinki ibadat ki jaati thi .. kal qayaamat ke din wo dushman hojayenge ...

Nazimah24_SP: DUshman kaise - Eg : ek shakhs ne chori ki & police ko dekhte hi jaan bachaane ke liye ilzaam kisi or pe lagaa ke bhaag jaaye & jab talaashi le

to vo nirdaush shakhs bhi lack of gawaahi ki wajah se jail me jaaye waqti taur pe..

Nazimah24_SP: Mushrik shirk me involved, but jisko bina jaane involve kiya jo nek logo ko pucha - Allah unko zaroor sawaal to karege.. but vo waqt kitna mushkil jab kisi ke DHOKE ME PAKDE JAAEGE...

Nazimah24_SP: Qayaamat ke din jab kisi ke dhoke me pakde jaaege - tab vo log Dushman ho jaaege..

Nazimah24_SP: Is surat mein aa’da ka lafz aksar.. Nazimah24_SP: DUniya me hi soch lo - jis ke naam pe bhi shirk kar rahe ho ye soch ke vo bachaa lege, vo kya bachaayege vo to khud bhi pakde jaayege...

Nazimah24_SP: Aayah 7 Nazimah24_SP: Haq ko jaadu kyun kehete hain log? Kyunke haq ka tod nahi hota

.. Nazimah24_SP: Haqq ki copy koi kar hi nahi sakta & fir kehte he ke ye jadoo he &

ham jadoo nahi kar sakte.. Nazimah24_SP: haqq aaeyga to asr bhi aayega.. Nazimah24_SP: mecca waale jab nabi ki baato kaa TOD naa kar paate to aakhir

me khud ki jaan bachaane ke liye Nabi ko baato ko jadoo khete the.. Nazimah24_SP: Haq dilon par aata hai..

Nazimah24_SP: Aayah 8 Nazimah24_SP: Iftiraa – Rasul saws ; Hu – Quran

Nazimah24_SP: Be laag qism ka andaz e kalam ... Nazimah24_SP: "Allah ki pakad ka darr Taqwa hai." Nazimah24_SP: Daee e deen ko ye ayah yaad rakhni chahiye.

Nazimah24_SP: 1. Haq mein baatil ki aamezish : Haq = Qur’an, hadees ..baatil = mauqa parasti, khawahish parasti ke naam par kufr milaana.

Nazimah24_SP: 2. Haq ko dilute karna – soft kardo sab ko khush karne keliye... Nazimah24_SP: Zindagi ka usool – Haq baat kehne wale se sab khush nahi

honge... Nazimah24_SP: “Al Haqqu Murraa” – Haq kadwa hota hai Nazimah24_SP: Jis deen waale ko saare hi theek kahe waha kuch to gadbad he ...

Mufassir kehte he.. Nazimah24_SP: Agar sab sahi kahe to kuch theek nahi, Allah se kuch bhi chup nahi

sakti.. Nazimah24_SP: Tufeedoon: kisi kaam mein khojaana, munhamik hojaana; kisis guftagu mein mahev hojaana

Nazimah24_SP: Ifaaza = paani ka behna Nazimah24_SP: Iftir aahu- fa ra ya – faryun = chamde ka seena, kaat kar durust

karna..

Page 6: Tafseer ~ Juzz 26 ~ Surah Al Ahqaaf ~ Aayah 1 Onwards Al · PDF filebilaakhir Taaif gaye ..bani Saqeet qabeela thainfluential the Nazimah24_SP: sawaari nahi- paidal safar kiya tanha

Nazimah24_SP: Ifraa with “ta” – Kharaab karne keliye kaatna- islaaah ke bajaaye fasad, kharaabi keliye

Nazimah24_SP: Allah ko tumhare sab kurtoot Pata hai.. Nazimah24_SP: Aayah 9

Nazimah24_SP: Bidun = bidat ,ba daal ain - nai cheez ka banana jo pehle se na ho Nazimah24_SP: Bidun kissi cheez ko pehli dafa shuru karne wala

Nazimah24_SP: Paighambar ka kaam sirf pahonchahne ka Nazimah24_SP: Bukhari – Nabi saws nahi jaante ke kal kya hoga .. Nazimah24_SP: Bukhari – (Hadees ka khulaasa) - "Nabi saws nahi jaante ke kal

kya hoga." Nazimah24_SP: Kal – 1.mecca mein rahunga ya kahi aur 2. tabai maut ayegi ya

tumhare haathon mera qatl hoga 3. Saza se tum do chaar hoge ya muhallat di jayegi 4. Kis darje par phohunchuga 5. Kitne jaanat/jahannum mein jayenge..

Nazimah24_SP: Allah ke Nabi kuch khabrein deta the jo Allah ke hukm se malum hoti..

Nazimah24_SP: Eg : Suraaqa bin maalik - tum ko tab tak maut nahi aaegi jab tak keso kisraa ke kangan nahi pehnoge..

Nazimah24_SP: Hamaara Iman - "Allah ke nabi ko khud se kuch nahi pata chalta tha." Nazimah24_SP: Post man ko mail ka msg malum nahi ...

Nazimah24_SP: Insaan ka aqeeda durust hona chahaiye.. har ek cheez ka jawab hum khud denge ...

Nazimah24_SP: Baaz tafaaseer zaher se zyada bhi khatarnaak aqeede keliye kyunke abhi aam logon ke paas wo criterion nahi jo haq/baatil mein farq

karein.. Nazimah24_SP: Kisi ke sirf ilm se mutaasir na ho ... Jab ilm waalo me kamiya hoti he to usse dusro ke bhi deen ko nuksaan hote he..

Nazimah24_SP: Naseehat : Ilm wale ke amal ko na dekhe Agar accha amal to shaqsiat parast hojaegi..

Nazimah24_SP: Be amal ulmaa ke do reactions – (i) Seirous talbgaar ilm ke – deen chhod dete hain, (ii) Ek aisa group paida hota hai jo sab jaaiz kehta hai...

Nazimah24_SP: Class room mein sakhti lekin amal mein sirf maslihatein... Nazimah24_SP: aise log ilm, deen & logo ko nuksaan dete he.. Nazimah24_SP: Aameen

Nazimah24_SP: Aayah 10 Nazimah24_SP: ~*~* Tilaawat sunte huwe chek kare ke kitni Baar "Qul Araytum"

aata he." ~*~* Nazimah24_SP: Jisko tum ne wahaabi, tableegi keh ke chod diya, socho agar vo Haqq tha, to tumhaara kya haal hoga ???

Nazimah24_SP: Mecca waalo se kaha jaa raha he, tum ghar ke logo ne jhultaaya & kaha door se Bani Israeeli aaya & maan gaya...

Nazimah24_SP: “wa shahida shaahidum ..”

Page 7: Tafseer ~ Juzz 26 ~ Surah Al Ahqaaf ~ Aayah 1 Onwards Al · PDF filebilaakhir Taaif gaye ..bani Saqeet qabeela thainfluential the Nazimah24_SP: sawaari nahi- paidal safar kiya tanha

Nazimah24_SP: 1. Bataur e jins – har banda jo bani isarel se utha eg. Abdullah bin salam; Ati Bin haatim, jo door se aaye & inpe iman laaye vo sab se muraad

he.. Nazimah24_SP: 2. Mecca mein rehne wala koi Bani Isareeli kyunke surat mecci hai

Nazimah24_SP: 3. Abdullah Bin Salaam jo pehle yahudi the , phir muslaman hue Nazimah24_SP: Ghar walon ko wo baat samajh nahi aati jo bahar walon ko aajaati

hai Nazimah24_SP: Chiraagh ke tale andhera Nazimah24_SP: Takabbur – asal wajhe deen ko na mane keliye

Nazimah24_SP: Zulm – haq wale ko haq nahi dia ..Allah badla lega Nazimah24_SP: Aameen

Nazimah24_SP: Nabi saws haq hai... Nazimah24_SP: Aayah 11 Nazimah24_SP: Ek aur aiteraaz Nabi saws par ... Kaafir Imaan waalo se kehne

lage.. Nazimah24_SP: Islam, Nabisaws ka paighaam agar behtar hota to hum sabqat

lejaate Nazimah24_SP: Gharoor , takabbur ka asr – aqal ko masq kardeta hai

Nazimah24_SP: Mutakaabir apne aqal ko ma’yaar milta.. Nazimah24_SP: Agar hq hota to islam humein milta – bilaal etc ko nahi milta.. Apni marzi chalaana chahte..

Nazimah24_SP: Allah ki nisbat se koi aur nisbat badh jaati hai to Allahswt Qur’an se door kardeta hai – ye Qur’an ki hifazat hai...

Nazimah24_SP: Hidayat naseeb hui to Quran ko hi jhoot kehne lage ... Nazimah24_SP: Aayah 11

Nazimah24_SP: *Aayah 12 Nazimah24_SP: ا ل ينذر ٱلذين ظلموا وبشرى للمحسنين ب مصد ق ل سانا عربي ـ ذا كت ـ هNazimah24_SP: Qadeem jhoot ke daawe ke radd mein

Nazimah24_SP: Min qablihi - Aisi sacchaai jisko har zamaane ke paakbaaz ne qubool kia aur apne dil jaan se lagaake rakha..

Nazimah24_SP: Qur;an tauraat ki tasdeeq karta hai lekin zaalim ko jab bure anjaam se aagha karta hai to unhe bardaasht nahi hota

Nazimah24_SP: Amal karne walon keliye bushra Nazimah24_SP: Aayah 13 Nazimah24_SP: Muqalifatein, rukaawatein, gham takleef - mohsineen /momin ka

imaan badhaati hain Nazimah24_SP: Momin ka Imaan - musibato me ghamo me zyaada badhta he...

Nazimah24_SP: Imaan ka test - Mushkilaat ke waqt me hota he.. Nazimah24_SP: Imaan paida kerne ke din khushi, normal din, - lekin test mushkilaat/aazmaaish mein

Nazimah24_SP: Khushi bhi mukhaalifat - sahaaba ke 4 days khush guzarte the to fikar karte the...

Nazimah24_SP: Istiqaamat ka test : jitna mushkilaat badhe utna imaan badhta hain

Page 8: Tafseer ~ Juzz 26 ~ Surah Al Ahqaaf ~ Aayah 1 Onwards Al · PDF filebilaakhir Taaif gaye ..bani Saqeet qabeela thainfluential the Nazimah24_SP: sawaari nahi- paidal safar kiya tanha

Nazimah24_SP: Jaha adverse condition wahi Imtihaan... Nazimah24_SP: Bimaariya isteqaamat ke test ke liye..

Nazimah24_SP: Allah hu Akbar NQSJ_REPLAY_FQ: Allah hu Akbar Nazimah24_SP: Tip : "Chutti ki soch dil mein na aana dein." - ye hamaare imaan ka test he..

Nazimah24_SP: Tension free life .. Nazimah24_SP: Aayah 14 Nazimah24_SP: Qaaloo Rabbuna - Kab kehte he - "Quran ki kai duaein ..Rabbana,

Rabbi se shuru." Nazimah24_SP: ~*~* Tilaaway Aayah 6 to 14 ~*~*

Nazimah24_SP: Aayah 15 Nazimah24_SP: Waalidain ke saath husn-e-Ikhlaaq se pesh aaye - khas tor pe Maa ke saath

Nazimah24_SP: Rabbir ham huma Kama Rabbayani Sagheera.. Aameen NQSJ_REPLAY_FQ: aameen

Nazimah24_SP: Istiqaamat wali ayat ka mazmun poora in ayaton se.. Nazimah24_SP: Maa baap ka rishta aisa ke baaz auqaat Allahswt ke maamle mein

bhi ghair sanjeeda kardeta hai... Nazimah24_SP: " Maa baap ki khidmat aur ita’at Allah ki.. " Nazimah24_SP: ن بوٲلديه إح ـ نس ناووصينا ٱل ـ Ye Bani Israeel me detail se padha - س

Nazimah24_SP: Maa ke 3 haalaton ka tazkera 1. Hamal 2. Wadaa e hamal 3. Fisaaluhu ...

Nazimah24_SP: Nabi saws se jab poocha gaya to 3 martaba ummi ke saath sila rehmi karao,, phir baap se ,,phir qareebi rishtedaar se...

Nazimah24_SP: Tawheed/tawheed ke dalail ke baad maa baap ka tazkera.. Mecca mein kuch aise the jo sirf maa baap ka naam lekar deen se peeche the … Nazimah24_SP: Yaha Maa Baap ki baat keh ke bataaya - Maa baap ke HAQQ do,

lekin Baat apne RABB ki hi manni he..!!! Nazimah24_SP: Yaha jo Masle akhaz hote he.. - Salasoona Shahraa – 30 months

mein 2 saal (24 months) doodh pilaane keliye / remaiming 6 mnths pregnancy – least time delivery keliye.. Agar 6 mnths pregnancy - usi

shauhar se baccha he.. Nazimah24_SP: 24 months - Exterem limit he 24 montha.. Nazimah24_SP: Bache ko kam se kam 28 weeks rahem me rehna hi padtha he... jo

survive kar sake.. Nazimah24_SP: Ek baccha aisa bhi paida hua tha jiske daanth the..

Nazimah24_SP: Ye Allah ki kudrate he Nazimah24_SP: Ek Or Masla :- Do saal se zayad tak doodh nahi pilaana... Nazimah24_SP: Razaa’aat : 2 saal tak ..maximum .. Is se zyada koi baccha doodh

pia to razaai maa .. Nazimah24_SP: Ek or Baat : 6 months se pehle delivery –baache ka bachna

namumkin hai aur maa keliye bhi takleefdeh

Page 9: Tafseer ~ Juzz 26 ~ Surah Al Ahqaaf ~ Aayah 1 Onwards Al · PDF filebilaakhir Taaif gaye ..bani Saqeet qabeela thainfluential the Nazimah24_SP: sawaari nahi- paidal safar kiya tanha

Nazimah24_SP: 2 saal se kam kya doodh pilaa sakti he ?? Kuch ko feeding me problems hote he, to Allah swt ne yaha minimum ki baat nahi ki..

Nazimah24_SP: Doodh na bhi pilaayein to gunah ki baat nahia... Nazimah24_SP: Ashud : jab shaoor shuru hogaya

Nazimah24_SP: 40 saal mein agar shaoor aajaaye to ye dua shaoor ke saath nikalti hai ...

Nazimah24_SP: أوزعنى أن أشكر نعمتك ٱلتى أنعمت على وعلى وٲلدى وأن أعمل قال رب ا ترضٮه وأصلح لى فى ذر يتى لح ـ ت إلي ص ك وإن ى من ٱلمسلمين إن ى ت

Nazimah24_SP: Aaouzini: Ae Allah mujhe qaabu mein rakh – sirkashi kum ho

Nazimah24_SP: Kuch baate isse pata chalti he :- Nazimah24_SP: (i) Insan ko apne saath , maa baap keliye bhi dua karni chahiye

Nazimah24_SP: (ii) Pehle apne liye, phir dosron ke liye dua kare.. Nazimah24_SP: (iii) Amal Saleh ki dua karein jo Allahswt ko pasand ho Nazimah24_SP: (iv) Auald keliye bhi dua – 3 nasleon jama

Nazimah24_SP: (v) Maa baap ki islaah nahi balke aulad ki - ham maa baap ki islaah nahi kar sakte, unke liye DUA kare...

Nazimah24_SP: Maa baap keliye sirf dua – islaah bacchon keliye Nazimah24_SP: Allah hu AKbar

Nazimah24_SP: Duaein hamare maa baap ke dil ko badal sakti hain... Nazimah24_SP: Samjhayein pyar se lekin zimmdaari nahi le sakti... Nazimah24_SP 40 yrs – jism/zahen har cheez josh mein..har lihaz se mu’tadil

Nazimah24_SP Riwayat – wo aadmi jis ki ki umar 40 saal se mutajaawiz ho chuki

ho , phir bhi wo tauba na kare to shaitan uske mu par haath pherta hai aur

kehta hai ke ye aisa chehra hai jo kabhi surq ru na hoga

Nazimah24_SP Hz. Abbas ra - Jiske 40 saal guzarj aaye aur phir bhi iski neki iski

burai par ghalib na ho to us shaqs ko dozaq ki tayyari karni chahiye

Nazimah24_SP Saare nabiyon ko nabuwat 40 sal ke qareeb mili

Nazimah24_SP 40 saal ke baad Quran padhenge/padhaenge to dil ko lagega

Nazimah24_SP Kai scholars ka ilm 40 saal ke baad pukhta hota jaata hai

Nazimah24_SP Nabi saws ko nabuwat 40 saal mein mili

Nazimah24_SP CHECK : 40 saal ki umar mein aaj hmarai kya mashghooliyaat

hain?

Nazimah24_SP Aurtein jawan dikhna chaate hai

Nazimah24_SP 40 saal meain sanjeedgi aajaani chahiye

Nazimah24_SP Tauba karlo—badi qushqismati ke Allah mauqa de

Page 10: Tafseer ~ Juzz 26 ~ Surah Al Ahqaaf ~ Aayah 1 Onwards Al · PDF filebilaakhir Taaif gaye ..bani Saqeet qabeela thainfluential the Nazimah24_SP: sawaari nahi- paidal safar kiya tanha

Nazimah24_SP Shart momin ka taqwa hai

Nazimah24_SP Zindagi bhar gunaah kare lekin chain daaman e Rabb mein hi

milega

Nazimah24_SP Tauba – apne aapko jhukaane ka naam

Nazimah24_SP Muslim – surrender

Ayah 16

Nazimah24_SP Sab se behetreen neki ke mutabiq sab nekiyon ka ajr

Nazimah24_SP Tauba ki taraf aaoge to Allahswt har nemat dedega

Nazimah24_SP Aouzeni – shukr ka jazba ilqaa kardein aur mujhe iska shauq de

Nazimah24_SP Self Chk: Kya hum shukr karne ki yawfiq maangte hain?

Nazimah24_SP Amal Saleh jo Alalh ko pasand ho – Allah tadap raha hai ke mere

bacchon ko shaitan se mehfuz rakhna, mear sadq e jariah banana, tooti

phooti nekiyon ku qubul karna

Nazimah24_SP Mai dekhu ya na dekhun meri auald ki nekiyan,,Allah tu dekhe, ye

zameen, asmaan dekhe

Nazimah03_MP: Ayah 17

Nazimah03_MP: Budbukht kirdaar Nazimah03_MP: Uff = nagawari ka sab se halka darja

Nazimah03_MP: Ta ‘ee daanini – waw ain dal –kya tum mujhe dhamki dete ho Nazimah03_MP: Bigdi hui aulad –baat baat par jhadakta hai Nazimah03_MP: Uski islaah ki koshish karte hain maa baap to hansi udhaata hai ,

ahmuq samjhta hai Nazimah03_MP: Maa baap ki tadap – bigdi hui aulad ko rokte hain, apne nasib ko

bura na karo Nazimah03_MP: baubakht kehta hai - Old ppl, old dated kehta hai.. tumhari baatein apne paass rakho

Nazimah03_MP: Aayah 18 Nazimah03_MP: Budbakht aulad to maa baap ki nekiyan kaam nahi aati

Nazimah03_MP: Jisko zindagi bhar deen se na joda, Allahswt se na lagaaya Nazimah03_MP: Amal: apni fikr karo..maa baap se zyadti ki to tauba karo

Nazimah03_MP: Maujood hai to maafi manglo, qidmat karlo Nazimah03_MP: Dunya se chale gaye to dua ..Rabbirhamhummaa kamaa Rabbaayaani sagheeraa.

Nazimah03_MP: Aayah 19

Page 11: Tafseer ~ Juzz 26 ~ Surah Al Ahqaaf ~ Aayah 1 Onwards Al · PDF filebilaakhir Taaif gaye ..bani Saqeet qabeela thainfluential the Nazimah24_SP: sawaari nahi- paidal safar kiya tanha

Nazimah03_MP: Har ek ke saath waisa muamla jo usne kia hoga Nazimah03_MP: Aayah 20

Nazimah03_MP: Ek kaafir jo luxurious life guzaar chukka Nazimah03_MP: hamesha apne haal hulye ki fikr karne wala

Nazimah03_MP: Haath mein kuch nahi aaya Nazimah03_MP: Dunyaawi aish ..jisko dekhkar aaj maroob hote hai ..sab chala

jaega Nazimah03_MP: Kufr Billaah, kufr bi salaath, kufr Biz zakaat, kufr bil huquq ul ibaad…

Nazimah03_MP: Jisne jis darje ka inkaar , uske waisa pakda jaega Nazimah03_MP: Activity: Ayah ke ye hissa likhkar har jaga kagakein jahan

luxurious cheezein ho Nazimah03_MP: lagayein * Nazimah03_MP: Jisne jis darje ka inkaar , uske waisa pakda jaega

Nazimah03_MP: Asal masla takabbur ka hai Nazimah03_MP: Bade bade gharon se rishton se dhoka hota hai

Nazimah03_MP: Na haq mein har wo cheez jo Allah ko napasand ho Nazimah06_HN: *** Now Tafseer: Para 26 Ahqaf Ayah 21-35 Onwords Insha

Allah**** NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 21 NQSJ_HR002_Salsabeel: HudAs ki qaum ki taraf ishaara

NQSJ_HR002_Salsabeel: AhQaaf = huqfun ki jama- reat ka nahumwaar teela ; disorganised

NQSJ_HR002_Salsabeel: Lamba ooncha NQSJ_HR002_Salsabeel: Qaum e aad yahan rehti thi NQSJ_HR002_Salsabeel: Rubul Qaali – 1/4th hissa qaali NQSJ_HR002_Salsabeel: Baaz jaga raet itni baareek ke cheezein dhus jaati NQSJ_HR002_Salsabeel: Mecca walon ko Allahswt bata rahe hain ke aaj tum jahan jaane se darr rahe ho – waham ek taaqatwar, daulatmand qaum wahan raha karti thi, afasaane door NQSJ_HR002_Salsabeel: nabi ki ko daawat ko thukraaya – Allah ke azaab ne unke naam o nishaan ko mitadiya

NQSJ_HR002_Salsabeel: andaaza bhi nahi lagasakte ke yahan koi basta tha NQSJ_HR002_Salsabeel: NAbi ki daawat do tok NQSJ_HR002_Salsabeel: Qur’an ki daawat mein koi jhol nahi NQSJ_HR002_Salsabeel: Allah karde rahem lekin Allah ka azaab aane ka darr hai NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 22

NQSJ_HR002_Salsabeel: Qaum ka bhonda jawaab NQSJ_HR002_Salsabeel: NAbi ke saath ye andaaz qaum ka NQSJ_HR002_Salsabeel: “Afaka un ” = bhigna; pherna ; mehroom karna, hataana

NQSJ_HR002_Salsabeel: Ifk = jhoot humza fa kaf NQSJ_HR002_Salsabeel: NAbi ki seedhi baat ko teda liya

NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 23 NQSJ_HR002_Salsabeel: Hud as na ghusse main aaye na chida

Page 12: Tafseer ~ Juzz 26 ~ Surah Al Ahqaaf ~ Aayah 1 Onwards Al · PDF filebilaakhir Taaif gaye ..bani Saqeet qabeela thainfluential the Nazimah24_SP: sawaari nahi- paidal safar kiya tanha

NQSJ_HR002_Salsabeel: Na maante to na maano..chhodo NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 24

NQSJ_HR002_Salsabeel: Qaum ki hut dharmi –> azaab aaya NQSJ_HR002_Salsabeel: Backgrnd: 7din -8 raat hawaein bund - both garmi – tadapne lage- beech mein badal aaya- sab iske neeche jama hogaye NQSJ_HR002_Salsabeel: HU- asmaan ka bada

NQSJ_HR002_Salsabeel: Audiya – wadi ki jama NQSJ_HR002_Salsabeel: Khushi se kaha NQSJ_HR002_Salsabeel: Aarid = both barasne wala badal/gaada. Phaila huwa badal NQSJ_HR002_Salsabeel: Azaab hai. NQSJ_HR002_Salsabeel: Tund o tez hawa - 7 raatein/8 din musalsal jhakkad chalte rahe – laakhon ton reat ke neeche dafan hogaye – naam o nishaan nahi raha NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 25 NQSJ_HR002_Salsabeel: Veeraan gharon ke jaga kuch na rahi NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 26 NQSJ_HR002_Salsabeel: Qaum ka jurm

NQSJ_HR002_Salsabeel: Mecca walo ko bhi ye nahi dia tha NQSJ_HR002_Salsabeel: Qaum ko Allah ne kia diya ?

NQSJ_HR002_Salsabeel: Oman se yaman tak inka ilaaqa phaila tha – watan Al ihqaaf tha – girdopesh meian inki dhoom thi – Super power apne waqt ki NQSJ_HR002_Salsabeel: Hazar muqaam par Hz Hudas ka mizaar banaya hai - har saal 15 shaban ko urs hota hai – hazaaron log arab se jama hota hain – islam mein ye sab ki ijazat nahi NQSJ_HR002_Salsabeel: Baz kehte ye ab o hawa ki tabdeeliyaan hogain – ye aisa nahi hota

NQSJ_HR002_Salsabeel: Arab ke badoo ye jaga jaane se darte hain NQSJ_HR002_Salsabeel: Raet itni baareek ke sab dhans jaate – white sand NQSJ_HR002_Salsabeel: Daulat ke nashe mein choor na ho – aankhon kaano dilon se wa kaam lo jinse unki zindagi ho NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 27

NQSJ_HR002_Salsabeel: Mecca walon ko qitaab NQSJ_HR002_Salsabeel: Hijr(Qaum e Samud)/qaum e loot ke kai bastiyaan – jaake poochlo NQSJ_HR002_Salsabeel: Nabisaws ne both samjhya par nahi samjhe NQSJ_HR002_Salsabeel: Allah baar baar mauqa deta hai - aajao

NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 29-32 NQSJ_HR002_Salsabeel: One topic

NQSJ_HR002_Salsabeel:i nsaan nahi sunte to jinnat aajaate NQSJ_HR002_Salsabeel: Jin khud keh rahe hain – khamosh raho NQSJ_HR002_Salsabeel: Qudiya – course poora kia ..aage phonhchaaya

NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 30 NQSJ_HR002_Salsabeel: Pehle kitabon ki dushman nahi balke tasdeeq karti hai NQSJ_HR002_Salsabeel: Baatil se nikal kar haq ki taraf rehnumaayi karti hai NQSJ_HR002_Salsabeel: Haq laati aur munwaati hai

Page 13: Tafseer ~ Juzz 26 ~ Surah Al Ahqaaf ~ Aayah 1 Onwards Al · PDF filebilaakhir Taaif gaye ..bani Saqeet qabeela thainfluential the Nazimah24_SP: sawaari nahi- paidal safar kiya tanha

NQSJ_HR002_Salsabeel: Zindagi seedhi hone lagti hai NQSJ_HR002_Salsabeel: Extract : NQSJ_HR002_Salsabeel: 1. Nabi saws ki daawat insaanon aur jino dono keliye thi ( Surah Rahman)

NQSJ_HR002_Salsabeel: 2. Jinn nazar nahi aati par wajood hai..jahan bhi Quran padha jaata in..wahan khaas taur par hoti hai NQSJ_HR002_Salsabeel: 3. Surrafnaa = dobaara hua tha ..pehle bhi aaye the NQSJ_HR002_Salsabeel: Wade a nakhla mein pesh aaya NQSJ_HR002_Salsabeel: Jin kalaam sunkar ruk gaye – poori baat suni to dil badla – musalmaan hogaye – qaum ko batlaaya NQSJ_HR002_Salsabeel: Ek lamha zaaya kiye baghair imaan laaya

NQSJ_HR002_Salsabeel: Tip: Neki hoti hai use jo fauran karle NQSJ_HR002_Salsabeel: 4. HIjrat se pehle aur baad jinnat ka silsilaa jaari raha ‘ NQSJ_HR002_Salsabeel: Jinn NAbisaws se kalaam sunte – shariat ke muamlaat bhi daryaaft karte aur apni qaum mein tableegh karte NQSJ_HR002_Salsabeel: 6 baar haazir hijrat se pehle

NQSJ_HR002_Salsabeel: Waaqiah ,,Ibn e Tirmidhi..Sawaad ke imaan lane ka waaqia…Jinn tabe’ tha --- khwaab mein jin ke bare baar kehne se islam ki mohabbat paida hui – Mecca gaya – Nabisaws ne welcome kia – Sawaad ne qaseda pesh kia – imaan qubool kia …. NQSJ_HR002_Salsabeel: “Mim Baa’di Musa” -> wo jinn Hz Musa as ke ummati the

NQSJ_HR002_Salsabeel: Extract: Ek dar (door) bund to 100 dur khulte hai – Taef walon ne darwaze bund kiye to Jinon ne khool diye

NQSJ_HR002_Salsabeel: 5. Qur’an sunne ka adab – ghaur se suno NQSJ_HR002_Salsabeel: 6. Itna sakht kalam ke jin, pahad , patthar bhi phigal jaate hai NQSJ_HR002_Salsabeel: 7. Ye jinnat nasibain ke rehne wale the - 7 ya 9 the – inki tableegh se 330 se zaid log musalman hue the

NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 33 NQSJ_HR002_Salsabeel: Qiyamat ke munkir se mukhaatib

NQSJ_HR002_Salsabeel: Fikr na karo ke kaise hoga – ye dekho ke tumharay saath hoga kya

NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 34 NQSJ_HR002_Salsabeel: Azaab such hai ..koi dream , imagination nahi NQSJ_HR002_Salsabeel: Allahswt pehle hi ye sab bata dia .. zulm hota agar qiyamat mein pata chalta NQSJ_HR002_Salsabeel: kai pehlay hee bata diya Allah nay

NQSJ_HR002_Salsabeel: Ayah 35 NQSJ_HR002_Salsabeel: NAbisaws ko inke zulm par sabr ki daawat NQSJ_HR002_Salsabeel: Inke shar, fitne, islam ke khilaf saazishon pe sabr..dil bardaasshta na ho NQSJ_HR002_Salsabeel: Dil maila na karein

NQSJ_HR002_Salsabeel: Mukhaalifat ki parwaah na karein- apna kaam karte rahein NQSJ_HR002_Salsabeel: Fareeza e daawat anjaam dete rahe

Page 14: Tafseer ~ Juzz 26 ~ Surah Al Ahqaaf ~ Aayah 1 Onwards Al · PDF filebilaakhir Taaif gaye ..bani Saqeet qabeela thainfluential the Nazimah24_SP: sawaari nahi- paidal safar kiya tanha

NQSJ_HR002_Salsabeel: Inkeliye bud dua mein jaldi na karein ke Allah inko pakad le NQSJ_HR002_Salsabeel: Dekhne ki baat kai jaga

NQSJ_HR002_Salsabeel: Min Nahaar – din ka bhi chhota hissa NQSJ_HR002_Salsabeel: Saari dunya ko batado ke ye PAIGHAM E HAQ hai NQSJ_HR002_Salsabeel: BLAAGHUN: Arabi mein Kum lufz = shiddat zyada NQSJ_HR002_Salsabeel: TIP: kum lafz bolne walon ki izzat zyada

NQSJ_HR002_Salsabeel: Har waqt bolne wala ka asr nahi NQSJ_HR002_Salsabeel: Allah fasiqon ko pakad raha hai ..sirf kafiron ko nahi NQSJ_HR002_Salsabeel: Allahswt ne jo salahiyatein, skills dee..inko barbaad kardia..nematon ka ghalat istemaal NQSJ_HR002_Salsabeel: Qanoon shikno ko kya milna chahiye??..tum batao kya ilaaj hai..kya saza doon? NQSJ_HR002_Salsabeel: Mecca wale dobara uthaye jaane ke qaail nahi the – isliye kainaat se sabaq dekar batadia ke tum ZAROOR zinda kiyay jaoge

NQSJ_HR002_Salsabeel: “Fusbir …Rusul”…Jo shakhs deen ki taraf bulaega use SABAR KI ZAMEEN par khada hona hoga

NQSJ_HR002_Salsabeel: Wo Jisko bulaana chahta hai…wo aana nahi chahta NQSJ_HR002_Salsabeel: Log bardaasht nahi karte wo hamara rukan hone ke bajaye kisi aur ka rukan ho NQSJ_HR002_Salsabeel: Log aggressive hote hain …aap kuch bhi na kahe to bhi aane nahi dete

NQSJ_HR002_Salsabeel: Jab hum dunya walon ko tasalli dete hain ke hum tumhare saath hain – phir shaoor ki haalat aati hai NQSJ_HR002_Salsabeel: Nagawaar haalaat mein jame raho NQSJ_HR002_Salsabeel: “Oolul AZAM” = jab kisi cheez ke baare mein soch vichhar ke baat faisla karlia jaaye NQSJ_HR002_Salsabeel: Yahi deen hai..Ap NA HATIYE NQSJ_HR002_Salsabeel: Logon ke rawayyein, torture, mazaq, aankhon mein aati hui ghairiat ko bardasht karein NQSJ_HR002_Salsabeel: Hz Nuh as ne Kashti banana par hansne walon ko bardaasht kia NQSJ_HR002_Salsabeel: Hz Ibrahim as ne aag mein jalne ki be basi mehsus ki NQSJ_HR002_Salsabeel: Kisi ke dil mein thodi bhi khair hai to Allahswt aakhri zindagi mein hi sahi hidayat dega NQSJ_HR002_Salsabeel: Allahswt zulm nahi karega