ummat ke afzal tareen khatoon

Post on 24-Feb-2016

53 Views

Category:

Documents

0 Downloads

Preview:

Click to see full reader

DESCRIPTION

UMMAT KE AFZAL TAREEN KHATOON. CLASS : V SUBJECT : URDU MS. FATIMA TABASSUM 10-07-2011. PUS-E-MUNZAR. - PowerPoint PPT Presentation

TRANSCRIPT

UMMAT KE AFZAL TAREEN KHATOON

CLASS : VSUBJECT : URDU

MS. FATIMA TABASSUM10-07-2011

Bibi Khatija ( R.A ) 555 hijri me Makkah me paida hoee . App ke walid khwaled Makkah ke aik mush’hur tajir thy. Walid ke inteqal aur khandani karobar ke taqseem ke bad App ne karobar sambhala . Arab ke logh Ap ko MAKKAH KE SHEHZADI aur TAHIRA ke nam se pukarty thy.

PUS-E-MUNZAR

Bibi Khatija ( R.A. ) APP ( S.A.W) ke pehle Zauja aur pehle UMMUL MOMENEEN thein.

App merdo aur aurtoo me sab se pehle Islam le ke aaye.

App ( S.A.W) ke baad App ne sab se pehle WAHEE ke awaz suni.

ALLAH TALA ne HAZRAT JIBRAIL ( A.S) ke zerye ap ko salam bheja .

4 khusesiyaat

Musalmanoo khususan aurtoo ke leye Bibi Khatija ( R.A) ke zindagi aik misali zindagi hai jis pe amal ker ke wo deen o dunya me kamyabi hasil kar sakty hain

Islam ke taruqqi o tarweej ke leye ap ke bemisal qurbaniyu ka pata chalta hai .

ASRAAT

top related