file · web viewdq 2015 edited note of july 8th para 21st surah al ankaboot yaa 45 -69 /...

15
DQ 2015 Edited note of July 8 th Para 21st Surah Al ANkaboot yaa 45 -69 / Surah Al Room / Surah Sijdah /Surah Luqmaan / Surah Al Ahzaab Nur_R_HI: Para 21- Ayaate Ummah Nur_R_HI: Ayah 14- ىِ لۡ رُ ڪۡ ش ٱِ ن ٱِ نۡ يَ م ا ى عِ ف ڪُ هُ لٰ صِ ف ڪ وٍ نۡ ه وٰ ى ل ع اً نۡ ه ڪ وُ هُ ّ مُ ٱُ هۡ , ت ل م حِ هۡ ي دِ ل4 ٱ وِ 6 ب نٰ س نِ : ۡ ل ا ٱ نۡ ي ّ ص و و( ُ ر يِ ص مۡ ل ٱ ّ ى لِ : ٱ E كۡ ي دِ ل4 ٱ وِ ل و١٤ Nur_R_HI: maaon ka haq pehchane Nur_R_HI: Surah As-Sajdah Ayah 24- ا نِ M يٰ َ N ي ا ِ 6 بْ وٱُ با ڪ ڪ وْ وٱُ ر 6 ي ص ا ّ م ل ا بِ رۡ م اِ 6 ب ونُ دۡ U ہ ي ڪً , ه ّ مِ : ٮ ٱۡ مُ U ہۡ نِ م ا نۡ ل ع 6 ج و( ونُ a نِ , ق وُ ب٢٤ Nur_R_HI: Al-Ahzaab Ayah 4- ىِ ٓ ٰ ّ ل ٱُ مُ ك 6 ج4 ٱ وۡ ز ٱ ل ع 6 ج ا م ڪڪ وِ هِ فۡ و 6 ج ىِ فِ نۡ N ي 6 نۡ ل , ق نِ ّ م ڪٍ لُ 6 ج رِ لُ ّ ٱ ل ع 6 ج ا ّ م( ل نِ o ي ّ س ل ى ٱِ دۡ ہ ي وُ ه و ّ , ق حۡ ل ٱُ ولُ , ق يُ ّ ٱ ڪ وۡ مُ كِ ه4 ٱ وۡ ف اِ 6 م بُ كُ لۡ و , فۡ مُ كِ ل4 ٱ ڪ ذۡ مُ ك ءٓ ا نۡ 6 ب ٱۡ مُ ك ءٓ ا نِ عۡ ذ ٱ ل ع 6 ج ا م ڪ وۡ مُ كِ , نٰ ه ّ مُ ٱ ّ نُ U هۡ نِ م ونُ رِ هٰ ظُ , ت٤ ) Nur_R_HI: do dil ek pet me - ispe ghaur kare Nur_R_HI: ek dil me ya Allah ki mohabbat ya shaitan ki hogi Nur_R_HI: Al-Ahzab Ayah 6- ْ وٱُ لْ وُ ٱ ڪ وۡ مُ U ہُ , نٰ ه ّ مُ ڪڪ ٱُ هُ 6 ج4 ٱ وۡ ز ٱ ڪ وۡ مِ U ہِ سُ ف ي ٱۡ نِ م نN يِ نِ مۡ وُ مۡ ل اِ 6 بٰ ى لۡ و ٱُ ّ ىِ 6 ب ّ لي ٱ E كِ ل4 ٱ ذ ان ڪاڪ ڪً وقُ رۡ ع ّ م مُ كِ : بٓ ا نِ لۡ و ٱٓ ٰ ى لِ : ٱْ ٱٓ وُ ل عۡ ق , ي ن ٱٓ ّ لِ : ٱ ن يِ رِ 6 جٰ هُ مۡ ل ٱ و نN يِ نِ مۡ وُ مۡ ل ٱ نِ مِ ّ ٱِ 6 بٰ , تِ ى ڪِ ف ڪٍ ضۡ ع 6 بِ o بٰ ى لۡ و ٱۡ مُ U ہُ ضۡ ع 6 يِ ام جۡ ز ۡ ل ٱ( ڪٱً وزُ طۡ س مِ 6 بٰ , تِ ڪۡ ل ى ٱِ ف٦ Nur_R_HI: Nabi saws pe apne upar haq ko mehsoos kare Nur_R_HI: Nabi saws ne hume insan se banda banna sikhaya ~~~***~~~ Para 21 Suarh Al Ankaboot , وت6 ن ک ن ع ل ٱُ , ة زۡ وُ سAya 45 onwards ~~~***~~~ Nur_R_HI: Dawrah e Quran Para 21- Surah Al-Ankaboot Ayah 45 onwards NQ_Coordinator_RK: Ayatae Tadabur aya 45 Highlight

Upload: doanminh

Post on 06-Feb-2018

262 views

Category:

Documents


14 download

TRANSCRIPT

Page 1: file · Web viewDQ 2015 Edited note of July 8th Para 21st Surah Al ANkaboot yaa 45 -69 / Surah Al Room / Surah Sijdah /Surah Luqmaan / Surah Al Ahzaab. Nur_R_HI:

DQ 2015 Edited note of July 8th Para 21st Surah Al ANkaboot yaa 45 -69 / Surah Al Room / Surah Sijdah /Surah Luqmaan / Surah Al Ahzaab

Nur_R_HI: Para 21- Ayaate UmmahNur_R_HI: Ayah 14- نا على و وفصـله ه و ه أم ه حمل لد إنسـن بو نا ۥووص �� ن ه� ه� ۥ ه� ه ٲ ه� ٱ ه

مصير ) ك إلى لد لى ولو ڪ ن أن ه�فى عام ٱ ه ٲ ه ه� ٱ ١٤هNur_R_HI: maaon ka haq pehchaneNur_R_HI: Surah As-Sajdah Ayah 24- ا صبرو رنا لم دون بأ م ي نا م أٮ ا�‌�وجع ه� ه� �� ن ه� ہ� ه� ه�

٢٤وڪانوا بـايـتنا يوقنون )

Nur_R_HI: Al-Ahzaab Ayah 4- فه وما جعل ن فى ج ب لله لرج من ق ا جعل �م ۦ‌ �ه ه ه� �� ن ٱهك و لكم بأ ق لك ناءك ذ أ عياءك وما جعل أ هـتك ن أم ـى تظـهرون م لـ جكم و ه�‌�أ ٲ �ه �ه ه� ٲ ه�‌� ه� ه� ه ه�‌� ہ! ه� ٱ ٲ ه"

بيل ) لس دى حق وهو ي لله يقول ٱو ه� ه� ٱ (٤ٱNur_R_HI: do dil ek pet me - ispe ghaur kareNur_R_HI: ek dil me ya Allah ki mohabbat ya shaitan ki hogiNur_R_HI: Al-Ahzab Ayah 6- هـت جه أم و منين م أنفس وأ م لى ب ه�‌�لنبى أ ہ$ ۥ ٲ ه" ه�‌� ہ$ ه' ه) ه� ٱ �ه ٱمهـجرين إال أن منين و م لله من لى بب فى ڪتـب ض أ حام ب أ ه�وأولوا ٱ ه) ه� ٱ ٱ )� ن ه* �ه ه� ہ$ ه+ ه ه� ٱا ) طو ڪتـب م لك فى رو ڪان ذ لياٮكم م علوا إلى أ ت� ن ه, ه� ٱ ٲ �.ا‌� ن ه+ �ه �٦ه

Nur_R_HI: Nabi saws pe apne upar haq ko mehsoos kareNur_R_HI: Nabi saws ne hume insan se banda banna sikhaya

~~~***~~~ Para 21 Suarh Al Ankaboot رة ه�س~~~***~~~ Aya 45 onwards العنکبوت

Nur_R_HI: Dawrah e Quran Para 21- Surah Al-Ankaboot Ayah 45 onwardsNQ_Coordinator_RK: Ayatae Tadabur aya 45 HighlightNur_R_HI: شاء ف هى عن لوة ت لص لو إن لص كتـب وأقم ك من ه/ل ما أوحى إل ه� ٱ ه' ٱ ة�‌� ٱ ه� ٱ ه ه� ٱ

نعون ) لم ما ت لله ي ب و لله أ ر منك ولذ ه1و ه+ ٱ �‌ ہ ه2 ٱ ه3 �‌ ہ ه� (٤٥ٱNur_R_HI: Ayah 45- Kya namaz ne behayai/buraiyon se roka mujhe? Nur_R_HI: agar nahi to phir namaz theek nahiNQ_Coordinator_RK: 5 dafa din main Allah sae mangtae haiun Allah hamain hidayat dainNur_R_HI: Quran sunke seekhenge, Quran ka mizaj- sunne wala Nur_R_HI: Nabi saws se leke hum tak ye Quran sunne se milaNQ_Coordinator_RK: Quran ko sunae baghair hidayat mumkin nahinNur_R_HI: Quran sune baghair itaat ka darwaza nai khultaNur_R_HI: Quran -ustad se seekhte hai

Page 2: file · Web viewDQ 2015 Edited note of July 8th Para 21st Surah Al ANkaboot yaa 45 -69 / Surah Al Room / Surah Sijdah /Surah Luqmaan / Surah Al Ahzaab. Nur_R_HI:

NQ_Coordinator_RK: apna mayaar==quran aur sunnatNQ_Coordinator_RK: daleel hon quran ki ayaat aur ahadeesNur_R_HI: Kya Allah ka zikr mujhe Akbar[bada] lagta?NQ_Coordinator_RK: rooh ka taste= zikrNur_R_HI: Surah ka theme - Azmaishon me kaise chaleNur_R_HI: azmaishon k waqt me zikr bohat pyara haiNur_R_HI: Allah ka zikr mushkilat sehna asan kardetaNQ_Coordinator_RK: Allah ka zikr bandae ko doosron ka ezikr sae ghafil kerta haiNur_R_HI: Ayah 46- Behson me n apado, behes ka mauqa aye to avoid kareNQ_Coordinator_RK: bahson main na paro/ na kisi kae khilaaf kerni hai aur nasath daina haiNur_R_HI: zuban ka beja istemal na karoNQ_Coordinator_RK: jo khamoshi sae koi samajh nahin paa raha wo zuban kae istemaal sae bhi na samjhae gaNQ_Coordinator_RK: aya 49 HighlightNur_R_HI: Ayah 49- HIGHLIGHT ع لذين أوتوا �ب هو ءايـ بينـ فى صدور ة�‌ ه4 ه� ٱ ٱ �5 ن ہ� ت ه� Nur_R_HI: Quran ki anokhi baat - Ye zubani yaad hojataNQ_Coordinator_RK: Quran ka check Allah nain rakha haiNur_R_HI: Allah ne Quran ko control kiyaNQ_Coordinator_RK: word to word tarjuma yaad karain=yae her halaal naimat sae ziada hai AlhumdulillahNQ_Coordinator_RK: baghair kisi hi madad sae mujhae RUB ki baat samajh aa rahi hai= amazing feeling/ direct taluq apnae RUB saeNur_R_HI: Dua kare Allah mujhe Quran yaad ho,iska tarjuma yaad hoNQ_Coordinator_RK: apnae liye commotment karain is akhri ashrae mainNQ_Coordinator_RK: commitment*NQ_Coordinator_RK: lafzi tarjuma jub ata hai jub Quran samnae khulta hai'NQ_Coordinator_RK: agar koi Quran ko samjha sakta hai aur Hadees ka refrence daita hai to wo sahih hai us sae ta'leem lae saktae hainNQ_Coordinator_RK: Aya 50 HighlightNur_R_HI: Ayah 49- HIGHLIGHT ( لمون لظـ حد بـايـتنا إال ٱوما ي ٤٩ه7NQ_Coordinator_RK: لله أيـت عند به ق إنما ه ءايـ من ر ال أنزل عل ٱوقالوا ل ه� ٱ ه� ۦ‌� �5 ن ه �ه

بين ) 5 وإنما أن نذي م ن ٥٠ا�NQ_Coordinator_RK: Aya 50-52Nur_R_HI: JO Allah ki kitab hidayat k liye padhe, unhe rahmat uar zikra bhi milti

Page 3: file · Web viewDQ 2015 Edited note of July 8th Para 21st Surah Al ANkaboot yaa 45 -69 / Surah Al Room / Surah Sijdah /Surah Luqmaan / Surah Al Ahzaab. Nur_R_HI:

NQ_Coordinator_RK: jo Quran hidayat kae liye parhtae hainn un ko hidayat aur rahmat donon milti haiNur_R_HI: jiske andar taqwa nahi=usey hidayat nai milegiNur_R_HI: HIDAYAT K DARJENur_R_HI: 1st. Ambiya ki hidayatNur_R_HI: 2nd. Wahi k zarye seNur_R_HI: 3rd. Farishte k zaryeNur_R_HI: 4th. Allah dil me ilqaa kardeta, haq ki ek pehchan haiNur_R_HI: 5th. Allah kisi ko khaas fehem de deta haiNur_R_HI: 6th. Bayan ki aisi quwwat de deta Allah k unki baat logon ki hidayat ka zarya banjatiNur_R_HI: 7th darja - kisi ki baat aisi hoti k usme Allah ki taeed hojatiNur_R_HI: 8th- Suna bhi hidayat ka darjaNur_R_HI: 9th- Sacche khwab Nur_R_HI: Rabb k banke jeeyoNQ_Coordinator_RK: Allah mujhae hidayat chahea main thak gayi / main aap ki bandi bun ker rahna chahti honNur_R_HI: Ayah 53- 55NQ_Coordinator_RK: قه عذاب من ف شٮهم ه�ي �ه ه� ٱ ه9 blanket aag kaNur_R_HI: Ayah 55- Azab upar se/blanket aur neeche se/mattress dhaank legaNur_R_HI: Ayah 56- Kitne pyar se Allah pukarta يـعبادى Nur_R_HI: Universal law - poori dunya me rehne walon ko Allah ka banda banke jeena haiNur_R_HI: ye insan ki zimmedariNur_R_HI: agar Allah ka banda banne se roka jaaye toh hijrat karoNur_R_HI: Ayah 57- Hijrat se darte ho? Maut ki surat me to paltaye jaoge Allah ki tarafNQ_Coordinator_RK: Aya 57 sub belongings choor do gae khali hath jao gae mout ki soorat mainNur_R_HI: jis din mai is dunya se jaungi, mera naam har jagah se kat jaega? soncheinNQ_Coordinator_RK: jis din main duniya sae jayon gi to kia her jagah sae maira naam kaat dia jayae ga?Nur_R_HI: Ayah 59- Imaan aur amal salih sath jaengeNur_R_HI: jab koi cheez mushkil lage to ye ayah 59 sonch leNQ_Coordinator_RK: Aya 58 baqi rahae ga to ـلحـت لص لذين ءامنوا وعملوا ٱو ٱ

عـملين ) ر م أ هـر خـلدين في ن أ ا ت رى من ت ا ت جنة غر ن ئنهم م ه�لنبو ٱ ه7 ه+ ة$ا‌� ه' ه� ٱ ة� ه/ ه7 �� ن ه� (٥٨ٱNQ_Coordinator_RK: Nur_R_HI: Ayah 59- Imaan aur amal salih sath jaenge

Page 4: file · Web viewDQ 2015 Edited note of July 8th Para 21st Surah Al ANkaboot yaa 45 -69 / Surah Al Room / Surah Sijdah /Surah Luqmaan / Surah Al Ahzaab. Nur_R_HI:

NQ_Coordinator_RK: Nur_R_HI: jab koi cheez mushkil lage to ye ayah 59 sonch leNur_R_HI: Ayah 60- Rizq ki wajah se hijrat na chodo, rizq dene wale Allah hai ! زقها وإياك �لله ي ه�‌ ه ٱNQ_Coordinator_RK: source of income aap ko dhondti haiNur_R_HI: rizq aapka muqarrar haiNur_R_HI: khud muslim bankar dusron ko bhi muslim banna sikhaye - ye ek hi wajah hai muslims ko non-muslim mulk me jakar rehne kiNur_R_HI: hum muslims ki izzat isi me k hum lene wale nahi balke dene wale banke aaye non muslim mulk meNur_R_HI: apni ana ko ubhareyNur_R_HI: hum muslims aaj wo nahi hai jo hume hona chahiyeNur_R_HI: sabr karna hai qanaat k sath aur Allah pe tawakkul karnaNur_R_HI: Ayah 61-62- Makkah k pise hue mahol me bataya jaraha k sirf apni factoriyan yahan rehne ki wajah se makkah me na raho, niklo Allah ki raah me Nur_R_HI: madina jaoge to wahan bhi Allah dega tumhe. Hijrat karoNur_R_HI: Ayah 64- Ye dunya sirf khel aur tamasha hai, albatta akhirath k ghar ki zindgi hee haqeeqi zindgi hai. kaash! ye jante hoteNur_R_HI: Ayah 65,66- Allah ko bhool jate log jab Allah unhe mushkilon se nikaalteNur_R_HI: Ayah 69- Ayate Tadabbur لله دين سبلن وإن لذين جـهدوا فينا لن ٱو �‌� ه� ہ$ ه� ٱ سنين م ه/لمع ه� ٱ )Nur_R_HI: Highlight ayah 69Nur_R_HI: jo Allah ka banda banna chahega, Allah usey apna banaegaNur_R_HI: Allah k deen k liye khule haathon se dena hogaNur_R_HI: band mutthiyon se kaam nahi chalegaNur_R_HI: baqi rehne wale Allah k sath invest karoNur_R_HI: imtehan k dar se na bhagoNur_R_HI: jitna zyada ilm lenge utna imtehan zyada hogaNur_R_HI: jitna emaan chota, imtehan choteNur_R_HI: imtehaan aapko pokhta karne aate aur ye dekhne k aapne poora saal tawajjo se padha ya nahiNur_R_HI: baaz dafa Allah k raste me itne test aate k aapne soncha bhi nahi tha. jab Allah k raste me nikle to taiyar raheNur_R_HI: hidayat k is safar me kabhi ache imtehan ayenge aur kabhi wo jo hume pasand nahi, lekin jame rehna hai

Page 5: file · Web viewDQ 2015 Edited note of July 8th Para 21st Surah Al ANkaboot yaa 45 -69 / Surah Al Room / Surah Sijdah /Surah Luqmaan / Surah Al Ahzaab. Nur_R_HI:

~~~***~~~ Para 21st Surah Ar-Room رة ه�سوم ~~~***~~~الر

Nur_R_HI: Makki surat hai par jannat jahanum ka tazkera nahiNur_R_HI: kainat me ghaur o fikr ki baat milegiNur_R_HI: Ayah 1-6Nur_R_HI: Jis waqt ye surtein nazil horahi thi, jab room[christians] aur iraani [mushrik] superpowers theNur_R_HI: muslims ki hamdardiyan roomion se thi aur mushrikeen e makkah ki hamdardi iraanion se thiNur_R_HI: jis din ghazwa e badr se fatah paakr aaye, us din ye khabar mili k roomi iranion par ghalib aagayeNur_R_HI: kuch 10 saal me room iranion par ghalib aagayeNur_R_HI: hum aaj ghalib nahi kyunke humne apne andar wo kirdar paida nahi kiyaNur_R_HI: Ayah 7- HIGHLIGHT أخرة ه يا وه عن لد حيوة ن ا م لمون ظـه ه�ي ه� ٱ ه� ه' ٱ ه� ٱ � ن ه+ ٧غـفلون )

Nur_R_HI: akhirat peeche padgayi aur dunya saamne aagayi - ye hai aaj ka masla Nur_R_HI: dunya bhi poori nahi li ajj humneNur_R_HI: nakhli khushiyan, nakhli dostiyan liNur_R_HI: ikhlaqi/masharti maghloobiyat hai aaj dunya k kamyab countries meNur_R_HI: Ayah 8- حق ه�ب ٱ - zindagi ka maqsadNur_R_HI: maqsad se ghafil log aimless life guzaarteNur_R_HI: Ayah 9- ڪانوا أشد م قو�� ن ه� ہ� ه� Nur_R_HI: Tarakki yafta qaumein thi aad aur samood ki, par Allah k azab se bacha nahi sake apne aapko Nur_R_HI: Tarakki yafta qaumein thi aad aur samood ki, par Allah k azab se bacha nahi sake apne aapkoNur_R_HI: Allah ki nafarmani k sath dunya ki tarakki kaam nahi ayegiNur_R_HI: Ayah 10- ye Allah ki ayaton ko jhutlate the aur hasi udhate the Nur_R_HI: Ayah 11- Hum muslims ko qayamat ki umeed hai, par kafiron ko umeed hi nahi isliye us din ye log hairan rehjaengeNur_R_HI: kya maine syllabus padhliya?Nur_R_HI: qayamt k din k imtehan ki taiyari karli?Nur_R_HI: dunya - exam hall, Examiner - Allah SWT, Ustad - Nabi SAWS, Syllabus - Quran aur Sunnah

Page 6: file · Web viewDQ 2015 Edited note of July 8th Para 21st Surah Al ANkaboot yaa 45 -69 / Surah Al Room / Surah Sijdah /Surah Luqmaan / Surah Al Ahzaab. Nur_R_HI:

SJ_CourseIncharge: kia main nain datesheet daikh li?SJ_CourseIncharge: Urgent==aaj hi syllabus khareed ker daikhainSJ_CourseIncharge: iman wale ki zindagi main chuti nahinNur_R_HI: Ayah 15- Allah ko pata hai momin bohat kaam karke aayaSJ_CourseIncharge: momin apna schedule khud banata haiNur_R_HI: SJ_CourseIncharge: iman wale ki zindagi main chuti nahinNur_R_HI: zindagi k aakhri din tak Quran se jude raheNur_R_HI: ek din bhi ghaflat me guzra to shaitan aajaegaSJ_CourseIncharge: Quran sunna bhi zikr haiNur_R_HI: Ayah 17,18- Nur_R_HI: SJ_CourseIncharge: Quran sunna bhi zikr haiNur_R_HI: Subah shaam k azkar ka ishara - Ayah 17Nur_R_HI: **** Ayah 19- Quran sae mudae zinda hotae hain, Quran se murda dil, murda jazbe zinda horaheNur_R_HI: Quran se murda dil, murda jazbe zinda horaheNur_R_HI: mere andar ki murdgi khatm horahi? kya mere chehre pe khushi dikh rahi?Nur_R_HI: Quran/ilm/Allah ki bandagi ki bhook jaagegi - ye ishara hai dekhne ka kya aapka murda dil zinda hua Nur_R_HI: Ayah 21- miracle= shadi kae bad aafiat kae sath zindagi guzartae hain aik hi chut kae neechaeSJ_CourseIncharge: sub sae romantic love story= shohar beewi ki'Nur_R_HI: shoher biwi ko khush mizaj hona chahiyeSJ_CourseIncharge: sakoon beewi kae hath main haiNur_R_HI: aurat ka kaam - sukoon de shoher koSJ_CourseIncharge: jo cheez poori mil jayae us ki kashish nahin rahtiSJ_CourseIncharge: Tafseer=Para 21st Aya 21 please send to studentsSJ_CourseIncharge: beewi han main han mlilanae wali sakoon daiti haiNur_R_HI: achi biwiyan banna seekhein, phir aap deen ka kaam karegiSJ_CourseIncharge: wo aurat jo her rishtae sae mutmaien nahin wo deen ka kaam nahin ker saktiSJ_CourseIncharge: nuskha==aaj husband ko I LOVE YOU jaa ker kahainNur_R_HI: chahte hai k Allah k deen k liye aapki agli zindagi lage, toh aaj hi se apne ghar seedhe kareSJ_CourseIncharge: jazbaat jawaan honae chahianNur_R_HI: jitni shadi purani, utni meethiSJ_CourseIncharge: Aya 22- mukhtalif zubaan kae sath zindagi khushgawaar guzar sakti haiSJ_CourseIncharge: Aya 23Nur_R_HI: Neend ek badi nishani

Page 7: file · Web viewDQ 2015 Edited note of July 8th Para 21st Surah Al ANkaboot yaa 45 -69 / Surah Al Room / Surah Sijdah /Surah Luqmaan / Surah Al Ahzaab. Nur_R_HI:

SJ_CourseIncharge: neend kitni bari nishaniSJ_CourseIncharge: Allah ki rahmatNur_R_HI: Neend Allah ki rehmat haiNur_R_HI: Nishaniyon wali surat - Surah Ar-RoomSJ_CourseIncharge: Suarh Ar Room= Surah AyatainNur_R_HI: Amal ki baat - HAR CHEEZ PE GHAUR KARENur_R_HI: Ayah 24- Zindagi dukh sukh haiNur_R_HI: umeed aur khauf k sathNur_R_HI: Ayah 25 - Lafz ءايـته - Quran/kainat ki ayatein dekhte jao aur Rabb tak pohanchoNur_R_HI: Ayah 28- zameen par shirk ki koi gunjaish hi nahiNur_R_HI: Ayah 30- Fitrat/Tauheed pe aajaoNur_R_HI: لله رت ٱف ه: - TauheedNur_R_HI: Ayah 32- Saare deen ko chodke ek tukde pe nahi rehnaNur_R_HI: Aya 31- poora deen lena - Quran aur Sunnah seNur_R_HI: Ayah 34- Kya nashukri karna chahti Allah ki?Nur_R_HI: Ayah 37- ISHANIYAN HAI IMAAN LAANE WALON K LIYENur_R_HI: Ayah 39- sood ka maal kabhi badhta nahiNur_R_HI: sood ka maal baqi nahi rehtaNur_R_HI: agar rahe bhi to barkat nahi hotiNur_R_HI: zyada wapis lene k liye tohfa nahi dena - ye rasam banegiNur_R_HI: tohfe me expectation nahi hoti, rasam me umeed hotiNur_R_HI: qarz bhi zyada lene ke liye nahi dena - ye sood hogaNur_R_HI: shadi k mauqe pe asie tohfe cut down kare, ye rasoomaat ko chodeNur_R_HI: aise*Nur_R_HI: tohfa maang ke nahi lete, rasam maan ke liya jataNur_R_HI: rasam maang*Nur_R_HI: islam nai pasand karta aisi cheezon koNur_R_HI: Ayah 40- ٱلله ne paida kiya ه�خلقك , rizq diya ه�رزقكNur_R_HI: ه�يميتڪ maut dega aur phir zinda karega ييك ه�ي ه/Nur_R_HI: Ayah 41 HIGHLIGHT دى ر بما كسب أ ب بر و فساد فى هظهر ه� ه/ ه� ٱ ه� ٱ ه� ٱجعون لذى عملوا لعله ي ض ه لناس ليذيقهم ب ه� ٱ ه+ ٱNur_R_HI: Dunya bhar me fasad phaila haiNur_R_HI: Natural foods me interfere karke changes, modifications karna bhi fasadNur_R_HI: Ayah 45- Allah kafiron ko pasand nahi kartaNur_R_HI: Ayah 47- HIGHLIGHT ( منين م ر نا ن ا عل ه)وكان حق ه� ٱ ه1 (٤٧هNur_R_HI: Ayah 52,53- Quran ka paigham har kisi ko samajh nahi aata, Iske liye insan ka nadar se zinda hona zaruriNur_R_HI: andar se zinda*

Page 8: file · Web viewDQ 2015 Edited note of July 8th Para 21st Surah Al ANkaboot yaa 45 -69 / Surah Al Room / Surah Sijdah /Surah Luqmaan / Surah Al Ahzaab. Nur_R_HI:

Nur_R_HI: Ayah 57- Aaj maafiyan maangleNur_R_HI: Ayah 58- Dilon pe mohr lage to koi nishani asar nahi kartiNur_R_HI: Ayah 60- نك تخف ه,وال ي - matlab Aap ko dheela na karde, aapko naram samajh k chaare jaise chaba na le logNur_R_HI: ~~~ Surah Luqman ~~~Nur_R_HI: Isme parenting ke sabaqNur_R_HI: Ayah 2- Ye kitan aapko hikmatein sikhati kyunke ye حكيم�ه ki ٱtaraf se aayi haiNur_R_HI: Kitab*Nur_R_HI: Ayah 3- Quran hidayat aur rahmat haiNur_R_HI: Muhsin- Allah k kaam karke ehsan na jatlayeNur_R_HI: Ayah 4- Namaz ka tarjuma seekhiyeNur_R_HI: mukammal kamyabi sirf muhsinon ko milegiNur_R_HI: Allah k maamle me muhsin hona = aisi ibadat kare Allah ki, jaise k Allah ko dekh rahe, bandon k maamle me muhsin - dene wala baneNur_R_HI: Ayah 5- mukammal kamyabi sirf muhsinon ko milegiNur_R_HI: Allah k maamle me muhsin hona = aisi ibadat kare Allah ki, jaise k Allah ko dekh rahe, bandon k maamle me muhsin - dene wala baneNur_R_HI: Ayah 6- HIGHLIGHT حديث ليضل عن و ترى ل لناس من ي ه�ومن ٱ ه� ه� ٱ

هي ) ر ع ويتخذها هزو أولـٮك له عذا م لله بغ 5'سبيل ن �5 ن ه� � ‌� �� ن ه4 ه (٦ٱNur_R_HI: Ghina = gaane ko kehteNur_R_HI: zina aur ghina ka ilaaj - namazeinNur_R_HI: misaali gharon se gaanon ki awaz nahi aatiNur_R_HI: Allah ko bughz hota jab khushi k waqt ghina aur gham k waqt noha hotaNazima09_ST: matam= rona zor seNur_R_HI: wailing crying loudly Nur_R_HI: Har cheez jo bande ko maqsad se hatade- حديث و ه�ل ٱ ه�Nur_R_HI: isme gaane bhi aajateNur_R_HI: Ayah 13- Luqman sahib e hikmat insan the, na wali na nabi theNur_R_HI: Hikmat ka yaqaza - Allah ka shukrguzar baneNur_R_HI: shukr na kare to bande nai banengeNur_R_HI: bache maa baap k shukrguzar na ho to unki baat nahi manengeNur_R_HI: biwi shoher ki shukrguzar na ho to uski qadr nahi karegiNur_R_HI: ***sorry ayah 11 above not 13****Nur_R_HI: ***sorry ayah 12 above not 13****

Page 9: file · Web viewDQ 2015 Edited note of July 8th Para 21st Surah Al ANkaboot yaa 45 -69 / Surah Al Room / Surah Sijdah /Surah Luqmaan / Surah Al Ahzaab. Nur_R_HI:

Nur_R_HI: Ayah 12- HIGHLIGHT ك لل ومن مة أن ح مـن نا ل �ولق ءات ہ�‌ ه ه� ٱ ه3 ه� ٱ ه; ه ه لله غنى حمي ) سه ومن كفر فإن كر لن فإنما ي ڪ 5 ي ن ٱ ۦ‌� �ه ه� ه (١٢ه�

Nur_R_HI: Ayah 13- Shirk Bada bhaari zulm haiNur_R_HI: Allah k sath kisi ko shareek na karoNur_R_HI: Ayah 14- apne huqooq khud batane k bajaye doosron se batlayeNur_R_HI: bohat zyada haq jatlane walon ko unka haq nahi miltaNur_R_HI: Allah apni bandiyon ki qadr karna sikharahe mardon koNur_R_HI: Ayah 15- Maa baap ki khidmat, respect karni hai par unhe holy nahi banayeNur_R_HI: wo agar shirk/Allah ki nafarmani ki baat kahe to na maaneNur_R_HI: maa baap ki tarbiyat karna hamara kaam nahiNur_R_HI: Ayah 16- Apne bachon ko taqwa sikhayeNur_R_HI: Allah ki nazar tumhari har cheez pe hai, isliye Allah se daroNur_R_HI: apna nahi balke Allah k adar de bacchon koNur_R_HI: Allah ka dar*Nur_R_HI: Ayah 17- Bacchon ko shuru se tolerance, sabr karna sikhayeNur_R_HI: Namaz qayam karne kaheNur_R_HI: apne bacchon ko tame kareNur_R_HI: jab tak aapko bacchon ko deal karna na aaye, aap kamyab parents nahi bansakteNur_R_HI: bacchon se manwaye, unki maanne se zyadaNur_R_HI: 7 saal tak bacchon ko apni manwaale to wo jawan hone tak aapki aankhon ki thandak ban jaengeNur_R_HI: izzat karwani seekhna chahiyeNur_R_HI: Ayah 18- صع ه - bimari ko kehte jo oont ko hojae to uski gardan akdi rehtiNur_R_HI: bachon me superiority complex na daalesameena: jiNur_R_HI: Zameen me itaraa kar na chale, takabbur karne wale shekhi khor ko Allah pasand nahi farmataNur_R_HI: logon k saamne apne gaal na phulaoNur_R_HI: **itraa kar na chaleNur_R_HI: Ayah 19- Etedaal rakho, bachon ko awazein dabane kaheNur_R_HI: gharon ko muhazzib banaye to bahar bhi tehzeeb aayegiNur_R_HI: Ayah 21- stubborn rehte hai baaz log, baaap dada haq pe na ho tab bhi unki pairwi karteNur_R_HI: Ayah 22- HIGHLIGHT س فقد لله وهو م هه إلى ل و 5'ومن ي ن ه/ ٱ ۥ ه7 ه� ه,

أمور ) لله عـقبة ق وإلى و وة ع سك ب ه�ت ٱ ٱ ى>‌� ه< ه� ٱ ه ه� ٱ ه� ه, (٢٢ٱNur_R_HI: muhsin apne kaamon ko zaya nahi kartaNur_R_HI: text color changing is difficult while writing live notes

Page 10: file · Web viewDQ 2015 Edited note of July 8th Para 21st Surah Al ANkaboot yaa 45 -69 / Surah Al Room / Surah Sijdah /Surah Luqmaan / Surah Al Ahzaab. Nur_R_HI:

Nur_R_HI: bacchon k roohon ko zinda kareNur_R_HI: khaane pe log bohat paise lagate hai, par aaj ummat ilm pe paise nahi lagarahiNur_R_HI: pehle darje pe ye karle هه ل و ه7ي ه� ه, apne aapko Allah k taabe kardoNur_R_HI: Ayah 23- Nabi saws logon k liye kudte theNur_R_HI: Ayah 27- zameen k tamam darakht agar qalam banjaye aur samandar syaahi aur usi ki madat ko saath samandar aur ho, to bhi Allah k kalimaat khatm na hosakteNur_R_HI: Lecture= NAFS KE DHOKE suniyeNur_R_HI: Ayah 30/31- Allah ki qadrdani karoNur_R_HI: Ayah 33- Allah ka waada saccha hai, )dekho( tumhe dunya ki zindagi dhoke me na daale aur na dhoke baaz )shaitan( tumhe dhoke me daaleNur_R_HI: Allah se daroNur_R_HI: Ayah 34- Allah hee k paas qayamat ka ilm ~~~***~~~ Surah As-Sajdah سورة السجدة ~~~***~~~

Nur_R_HI: Sajdah - Allah ka qurbNur_R_HI: Nabi saws ye suarh padhe baghair sotey nahi theNazimah16_HT: Raat ko Nabi ملسو هيلع هللا ىلص iss Surah ko padh ker sote thaeNazimah16_HT: Ayah 01-2= ٣﴿لعلهم يهتدون ﴾Nur_R_HI: Ayah 3- HIGHLIGHT تدون ه�لعله ي ه� Nur_R_HI: Har mumkin tareeqe se apni aur doosron ki hidayat ki fikr kareNazimah16_HT: apni aur dosron ki hidayat ki fikr kerni haiNur_R_HI: aap writing??Nur_R_HI: Allah ne jo banaya, khoob banaya!Nur_R_HI: Ayah 9- HIGHLIGHT ع لس وحه وجعل لكم ٮه ونفخ فيه من ر ه�ثم سو ٱ ۦ‌�ڪرون ا ت ـد قلياـل م أ صـر و أ ه�و �� ن � ة�‌ �ه ه� ٱ ه� ه� ٱ )Nur_R_HI: Ayah 11- Maut ka farishta humpar muqarrar haiNur_R_HI: subah se shaam tak kai baar dekhke jata hume maut ka farishtaNur_R_HI: Ayah 12- Sari zindagi zaya ki, deenk badle dunya ko prioritize kiya - ye jurm tha inkaNur_R_HI: Ayah 14- Kya banega unka jo akhirat ko chodke dunya k peeche laga?Nur_R_HI: Ayah 15- Takabbur na kare

Page 11: file · Web viewDQ 2015 Edited note of July 8th Para 21st Surah Al ANkaboot yaa 45 -69 / Surah Al Room / Surah Sijdah /Surah Luqmaan / Surah Al Ahzaab. Nur_R_HI:

Nur_R_HI: Ayah 17- Surprise paradise hum sab k liyeNur_R_HI: Raaton ki ibadat ki baat - Ayah 16Nur_R_HI: Ayah 18- Momin aur fasiq barabar nahiNur_R_HI: Surah SAJADAH ayah 20Nur_R_HI: Ayah 21- Gunahon ki saza dunya me bhi miltiNur_R_HI: HIGHLIGHT Ayah 21- بر أ عذاب نى دون أ عذاب ن ه3ولنذيقنهم م ه� ٱ ه� ٱ ه ه� ٱ ه� ٱ

جعون ) ه لعله ي (٢١ه�Nur_R_HI: Ayah 24- jab qaumein itaat karti Allah unhe ache leader detaNur_R_HI: ( ا صبرو وڪانوا بـايـتنا يوقنون رنا لم دون بأ م ي نا م أٮ ا�‌�وجع ه� ه� �� ن ه� ہ� ه� ٢٤ه� HIGHLIGHT AYAH 24Nur_R_HI: Ayah 25- Qayamat k din ikhtelafaat ka faisla kardenge AllahNur_R_HI: Ayah 26,27- Allah kinishaniyon pe ghaur kare

~~~***~~~ Surah Al-Ahzaab رة االٴحزاب ه�س ~~~***~~~

Nur_R_HI: is surah me 2 hot topics pe baat - Wars & Wives of Nabi SAWSNur_R_HI: Ghazwa e ahzab ka qissa milegaNur_R_HI: 10,000 ka lashkar tha muslims kaNur_R_HI: end momin ka hi acha hotaNur_R_HI: hijab aur niqab k bare me aakhri mohr hogi is surah meNur_R_HI: adoption karsakte ya nahi dekhengeNur_R_HI: Ayah 1- Allah k Nabi saws ki ek badi azmaish hone wali thiNur_R_HI: sache deendar kokhauf - meri badnami deen ki badnami hogai to log deen se door honge Nur_R_HI: Logon se mat daroNur_R_HI: Ayah 5- bachon ko adopt karo to unko apna naam nahi de sakte. unhe unke baapon k naam se hee bulaoNur_R_HI: Ayah 4- Kisi aadmi k seene me 2 dil nahi hai, ek dil islam k sath aur ek dil kufr k sath nahi dhadak saktaNur_R_HI: Ayah 6- Paighambar mominon par khud unse bhi zyada haq rakhne wale haiNur_R_HI: kya Nabi saws mujhe har insan se mehboob hai? soncheinNur_R_HI: apni jaan se bhi zyada mehboob hona chahiyeNur_R_HI: Nabi saws ne Salman farsi ra k mashware pe khandakh khudwana chahe jang k liye

Page 12: file · Web viewDQ 2015 Edited note of July 8th Para 21st Surah Al ANkaboot yaa 45 -69 / Surah Al Room / Surah Sijdah /Surah Luqmaan / Surah Al Ahzaab. Nur_R_HI:

Nur_R_HI: sakht halaat the ghazwa e khandakh k waqtNur_R_HI: khaane ko khana na tha, pathar baandh ke pet pe khandakh khodte theNazima09_ST: Ghazwa e khandaq*Nur_R_HI: Ayah 9-11- kaleje mooh ko aagaye theNur_R_HI: Imaan laane wale khoob aazmaye gayeNur_R_HI: Ayah 12- jab Allah k deen ko aapki zarurat hai aur aap na nikle aur dunya me hi lage rahe to munafiq haiNur_R_HI: Ayah 13- Gharon ka naam leke deen k kaam se rukna shuru se logon ki aadatNur_R_HI: Ghar walon ka naam lekar dil ka nifaq chupana chahte the, par Allah se nahi chupsaktaNur_R_HI: Azmaaish k waqt munafiq alag hojate mominon seNur_R_HI: Ayah 17- Agar Allah tumhe buraai ya koi fazal pohanchana chahe to kon tumhe bacha sakte?Nur_R_HI: Allah k siwa koi himayati aur madadgar nahiNur_R_HI: Ayah 18- Kabhi unse mashwara na kare jo khud wo neki nahi kar raheNur_R_HI: *Kabhi koi neki karne, unse mashwara na kare jo khud wo neki nahi kar raheNur_R_HI: Ayah 20- Jang me nahi gaye par baithke khabrein daryaft karte theNur_R_HI: lip service na kare sirfNur_R_HI: Ayah 21- Nabi saws kabhi temper nai lose karte theNur_R_HI: Ayah 22- neki ka mauqa, shahadat ki umeed, ghazi banke nikalnaNazimah16_HT: لله ور سوله ألحزاب قالو هـذا ما وعدنا لمؤمنون ا ر ءا ۥولم ٱ ا� ٱ ٱ

لله ور سوله وما زادهم إال إيمـنا وتسليما ﴿وصدق A‌ ۥ ٢٢ٱ ﴾Nazimah16_HT: High Light Ayah 22Nur_R_HI: Jab neki ka mauqa aaye to qubool karle - isse imaan aur shewaye farmabardari me izafa hotaNur_R_HI: Ayah 24- Apne qible durust karoNur_R_HI: khalid bin waleedNur_R_HI: Tabook - shadeed garmiyon me thi aur khandakh - sakht sardiyon me thiNur_R_HI: Garmi ho ya sardi - islam ka kaam karte rehnaNazimah16_HT: Deen ke taqaze nibhana ho tou garmi , sardi sab moasam may ana hogaNur_R_HI: Allah ka kaam*Nazimah16_HT: Madina k andr eik chota groh banu-qariza ka, unhon ne hamla kerdiya uska zikr yahan

Page 13: file · Web viewDQ 2015 Edited note of July 8th Para 21st Surah Al ANkaboot yaa 45 -69 / Surah Al Room / Surah Sijdah /Surah Luqmaan / Surah Al Ahzaab. Nur_R_HI:

Nazimah16_HT: Allah ne kamyabi ata fermayiNur_R_HI: Ayah 26- Banu quraiza ne andar se hamla kardiya tha, unki baat yahanNur_R_HI: Ayah 27- Allah har cheez par QADIR hai - musalmanon ko fatah di